thi dard ki jab tak dil men khaTak hilta tha falak larzan thi zamin
ham aahen jis dam bharte the ik mahshar barpa hota tha

Nwab Saif Ali Sayyaf
Nwab Saif Ali Sayyaf
Sherशेर
See all 7 →thi dard ki jab tak dil men khaTak hilta tha falak larzan thi zamin
थी दर्द की जब तक दिल में खटक हिलता था फ़लक लर्ज़ां थी ज़मीं
parde men vo to chhup ga.e dikhla ke ik jhalak
पर्दे में वो तो छुप गए दिखला के इक झलक
khudara ik nigah-e-naz hi se dekh lo ham ko
ख़ुदारा इक निगाह-ए-नाज़ ही से देख लो हम को
aa jaa.en vaqt-e-naz.a to main un ko dekh luun
आ जाएँ वक़्त-ए-नज़अ' तो मैं उन को देख लूँ
milna kaisa ki yaad bhi na kiya
मिलना कैसा कि याद भी न किया
junun-e-mohabbat ne ye din dikhaya
जुनून-ए-मोहब्बत ने ये दिन दिखाया
Popular Sher & Shayari
14 totalparde men vo to chhup ga.e dikhla ke ik jhalak
main pech-o-tab men raha din bhar tamam raat
khudara ik nigah-e-naz hi se dekh lo ham ko
gareban phaDne ko aaj ham tayyar baiThe hain
aa jaa.en vaqt-e-naz.a to main un ko dekh luun
arman koi dil men ab is ke siva nahin
milna kaisa ki yaad bhi na kiya
mere nalon ka kuchh asar na hua
junun-e-mohabbat ne ye din dikhaya
ki duniya men rusva hua chahta huun
milnaa kaisaa ki yaad bhi na kiyaa
mere naalon kaa kuchh asar na huaa
mere naalon ki jo aavaaz pahunch jaati hai
ghar se baahar nikal aate hain pareshaan ho kar
khudaaraa ik nigaah-e-naaz hi se dekh lo ham ko
garebaan phaaDne ko aaj ham tayyaar baiThe hain
aa jaaein vaqt-e-naza to main un ko dekh luun
armaan koi dil mein ab is ke sivaa nahin
junun-e-mohabbat ne ye din dikhaayaa
ki duniyaa mein rusvaa huaa chaahtaa huun
thi dard ki jab tak dil mein khaTak hiltaa thaa falak larzaan thi zamin
ham aahein jis dam bharte the ik mahshar barpaa hotaa thaa
Ghazalग़ज़ल
sivaa is ke main aur kyaa chaahtaa huun
सिवा इस के मैं और क्या चाहता हूँ
naala nahin ki aah nahin yaa bukaa nahin
नाला नहीं कि आह नहीं या बुका नहीं
kisi ke gesu-e-pur-pech par dil-daar baiThe hain
किसी के गेसू-ए-पुर-पेच पर दिल-दार बैठे हैं
buton ko dekhte hi aa gayaa dil
बुतों को देखते ही आ गया दिल
na huaa maail-e-vafaa na huaa
न हुआ माइल-ए-वफ़ा न हुआ
kis rang mein thaa kal vo sitamgar tamaam raat
किस रंग में था कल वो सितमगर तमाम रात





