sakht-jan vo huun ki maqtal se sar-afraz aaya
kitni talvaron ko deta hua avaz aaya

Parvez Shahidi
Parvez Shahidi
Sherशेर
See all 8 →sakht-jan vo huun ki maqtal se sar-afraz aaya
सख़्त-जाँ वो हूँ कि मक़्तल से सर-अफ़राज़ आया
na jaane kah ga.e kya aap muskurane men
न जाने कह गए क्या आप मुस्कुराने में
giit hariyali ke ga.enge sisakte hue khet
गीत हरियाली के गाएँगे सिसकते हुए खेत
miri zindagi ki zinat hui afat-o-bala se
मिरी ज़िंदगी की ज़ीनत हुई आफ़त-ओ-बला से
abhi se sub.h-e-gulshan raqs-farma hai nigahon men
अभी से सुब्ह-ए-गुलशन रक़्स-फ़रमा है निगाहों में
yaad hain aap ke toDe hue paiman ham ko
याद हैं आप के तोड़े हुए पैमाँ हम को
Popular Sher & Shayari
16 totalna jaane kah ga.e kya aap muskurane men
hai dil ko naaz ki jaan aa ga.i fasane men
giit hariyali ke ga.enge sisakte hue khet
mehnat ab gharat-e-jagir tak aa pahunchi hai
miri zindagi ki zinat hui afat-o-bala se
main vo zulf-e-kham-ba-kham huun jo sanvar ga.i hava se
abhi se sub.h-e-gulshan raqs-farma hai nigahon men
abhi puuri naqab ulTi nahin hai sham-e-sahra ne
yaad hain aap ke toDe hue paiman ham ko
kijiye aur na sharminda-e-ehsan ham ko
ye taaj ke saae mein zar-o-sim ke khirman
kyuun aatish-e-kashkol-e-gadaa se nahin Darte
miri zindagi ki zinat hui aafat-o-balaa se
main vo zulf-e-kham-ba-kham huun jo sanvar gai havaa se
na jaane kah gae kyaa aap muskuraane mein
hai dil ko naaz ki jaan aa gai fasaane mein
giit hariyaali ke gaaeinge sisakte hue khet
mehnat ab ghaarat-e-jaagir tak aa pahunchi hai
abhi se subh-e-gulshan raqs-farmaa hai nigaahon mein
abhi puuri naqaab ulTi nahin hai shaam-e-sahraa ne
yaad hain aap ke toDe hue paimaan ham ko
kijiye aur na sharminda-e-ehsaan ham ko
Ghazalग़ज़ल
ye sumbul-o-nasrin mere hain ye sehn-e-gulistaan meraa hai
ये सुम्बुल-ओ-नस्रीं मेरे हैं ये सेहन-ए-गुलिस्ताँ मेरा है
saaghar-e-sifaalin ko jaam-e-jam banaayaa hai
साग़र-ए-सिफ़ालीं को जाम-ए-जम बनाया है
zindagi ne fasl-e-gul ko bhi pashemaan kar diyaa
ज़िंदगी ने फ़स्ल-ए-गुल को भी पशेमाँ कर दिया
chhup kar na rah sake nigah-e-ahl-e-fan se ham
छुप कर न रह सके निगह-ए-अहल-ए-फ़न से हम
shikaayat kar rahe hain sajda-haa-e-raaegaan mujh se
शिकायत कर रहे हैं सज्दा-हा-ए-राएगाँ मुझ से
mauqaa-e-yaas kabhi teri nazar ne na diyaa
मौक़ा-ए-यास कभी तेरी नज़र ने न दिया





