nadan kah rahe hain jise aftab-e-hashr
zarra hai us ke ru-e-darakhshan ke samne
Rajab Ali Beg Suroor
Rajab Ali Beg Suroor
Sherशेर
nadan kah rahe hain jise aftab-e-hashr
नादान कह रहे हैं जिसे आफ़्ताब-ए-हश्र
ab hai dua ye apni har shaam har sahar ko
अब है दुआ ये अपनी हर शाम हर सहर को
lazim hai soz-e-ishq ka sho.ala ayaan na ho
लाज़िम है सोज़-ए-इश्क़ का शो'ला अयाँ न हो
kya yahi thi shart kuchh insaf ki ai tund-khu
क्या यही थी शर्त कुछ इंसाफ़ की ऐ तुंद-ख़ू
na pahuncha gosh tak ik tere haihat
न पहुँचा गोश तक इक तेरे हैहात
dam-e-takfin bhi gar yaar aave
दम-ए-तकफ़ीन भी गर यार आवे
Popular Sher & Shayari
12 totalab hai dua ye apni har shaam har sahar ko
ya vo badan se lipTe ya jaan tan se nikle
lazim hai soz-e-ishq ka sho.ala ayaan na ho
jal bujhiye is tarah se ki mutlaq dhuan na ho
kya yahi thi shart kuchh insaf ki ai tund-khu
jo bhala ho aap se us se bura.i kijiye
na pahuncha gosh tak ik tere haihat
hazaron naala nikla is dahan se
dam-e-takfin bhi gar yaar aave
to niklen haath bahar ye kafan se
naadaan kah rahe hain jise aaftaab-e-hashr
zarra hai us ke ru-e-darakhshaan ke saamne
ab hai duaa ye apni har shaam har sahar ko
yaa vo badan se lipTe yaa jaan tan se nikle
na pahunchaa gosh tak ik tere haihaat
hazaaron naala niklaa is dahan se
dam-e-takfin bhi gar yaar aave
to niklein haath baahar ye kafan se
laazim hai soz-e-ishq kaa shoala ayaan na ho
jal bujhiye is tarah se ki mutlaq dhuaan na ho
kyaa yahi thi shart kuchh insaaf ki ai tund-khu
jo bhalaa ho aap se us se buraai kijiye
Ghazalग़ज़ल
kis tarah par aise bad-khu se safaai kijiye
किस तरह पर ऐसे बद-ख़ू से सफ़ाई कीजिए
mariz-e-hijr ko sehat se ab to kaam nahin
मरीज़-ए-हिज्र को सेहत से अब तो काम नहीं
fasl-e-gul mein jo koi shaakh-e-sanobar toDe
फ़स्ल-ए-गुल में जो कोई शाख़-ए-सनोबर तोड़े
laazim hai soz-e-ishq kaa shola ayaan na ho
लाज़िम है सोज़-ए-इश्क़ का शोला अयाँ न हो
kyaa ghazab hai ki chaar aankhon mein
क्या ग़ज़ब है कि चार आँखों में





