ye karobar-e-mohabbat hai tum na samjhoge
hua hai mujh ko bahut fa.eda khasare men

Sabir
Sabir
Sherशेर
See all 14 →ye karobar-e-mohabbat hai tum na samjhoge
ये कारोबार-ए-मोहब्बत है तुम न समझोगे
chilchilati-dhup thi lekin tha saaya ham-qadam
चिलचिलाती-धूप थी लेकिन था साया हम-क़दम
tire tasavvur ki dhuup oDhe khaDa huun chhat par
तिरे तसव्वुर की धूप ओढ़े खड़ा हूँ छत पर
ham us ki khatir bacha na pa.enge umr apni
हम उस की ख़ातिर बचा न पाएँगे उम्र अपनी
rakhe rakhe ho ga.e purane tamam rishte
रखे रखे हो गए पुराने तमाम रिश्ते
fasl boi bhi ham ne kaaTi bhi
फ़स्ल बोई भी हम ने काटी भी
Popular Sher & Shayari
28 totalchilchilati-dhup thi lekin tha saaya ham-qadam
sa.eban ki chhanv ne mujh ko akela kar diya
tire tasavvur ki dhuup oDhe khaDa huun chhat par
mire liye sardiyon ka mausam zara alag hai
ham us ki khatir bacha na pa.enge umr apni
fuzul-kharchi ki ham ko aadat si ho ga.i hai
rakhe rakhe ho ga.e purane tamam rishte
kahan kisi ajnabi se rishta naya bana.en
fasl boi bhi ham ne kaaTi bhi
ab na kahna zamin banjar hai
ham us ki khaatir bachaa na paaeinge umr apni
fuzul-kharchi ki ham ko aadat si ho gai hai
fasl boi bhi ham ne kaaTi bhi
ab na kahnaa zamin banjar hai
us ke shar se main sadaa maangtaa rahtaa huun panaah
isi duniyaa se mohabbat bhi balaa ki hai mujhe
hans hans ke us se baatein kiye jaa rahe ho tum
'saabir' vo dil mein aur hi kuchh sochtaa na ho
tire tasavvur ki dhuup oDhe khaDaa huun chhat par
mire liye sardiyon kaa mausam zaraa alag hai
chilchilaati-dhup thi lekin thaa saaya ham-qadam
saaebaan ki chhaanv ne mujh ko akelaa kar diyaa
Ghazalग़ज़ल
aahista boliyegaa tamaashaa khaDaa na ho
आहिस्ता बोलिएगा तमाशा खड़ा न हो
saint kar imaan kuchh din aur rakhnaa hai abhi
सैंत कर ईमान कुछ दिन और रखना है अभी
tumhaare aalam se meraa aalam zaraa alag hai
तुम्हारे आलम से मेरा आलम ज़रा अलग है
mustaqar ki khvaahish mein muntashir se rahte hain
मुस्तक़र की ख़्वाहिश में मुंतशिर से रहते हैं
hamaari bechaini us ki palkein bhigo gai hai
हमारी बेचैनी उस की पलकें भिगो गई है





