koi shikva nahin ham ko kisi se
khud apni zaat ham ko chhal rahi hai

Sardar Asif
Sardar Asif
Sherशेर
See all 12 →koi shikva nahin ham ko kisi se
कोई शिकवा नहीं हम को किसी से
ye kaise marhale men phans gaya hai mera ghar malik
ये कैसे मरहले में फँस गया है मेरा घर मालिक
main khud ko dekhun agar dusre ki ankhon se
मैं ख़ुद को देखूँ अगर दूसरे की आँखों से
ho lene do barish ham bhi ro lenge
हो लेने दो बारिश हम भी रो लेंगे
khat ho koi kitab ho ya dil ka zakhm ho
ख़त हो कोई किताब हो या दिल का ज़ख़्म हो
khata us ki muafi se baDi hai
ख़ता उस की मुआफ़ी से बड़ी है
Popular Sher & Shayari
24 totalye kaise marhale men phans gaya hai mera ghar malik
agar chhat ko bacha bhi luun to phir divar jaati hai
main khud ko dekhun agar dusre ki ankhon se
milengi khamiyan apne hi shah-karon men
ho lene do barish ham bhi ro lenge
dil men hain kuchh zakhm purane dho lenge
khat ho koi kitab ho ya dil ka zakhm ho
jo bhi hai mere paas nishani usi ki hai
khata us ki muafi se baDi hai
main kya karta saza deni paDi hai
aataa rahaa huun yaad main us ko tamaam umr
is zaaviye se ishq mein naakaam kab huaa
koi shikva nahin ham ko kisi se
khud apni zaat ham ko chhal rahi hai
ye kaise marhale mein phans gayaa hai meraa ghar maalik
agar chhat ko bachaa bhi luun to phir divaar jaati hai
sunaa hai dhuup ko ghar lauTne ki jaldi hai
vo aaj vaqt se pahle hi shaam kar degi
main tujh se jhuk ke milaa huun magar ye dhyaan rahe
baDaa nahin huun magar tujh se qad mein kam bhi nahin
ghazal kahne mein yuun to koi dushvaari nahin hoti
magar ik masala ye hai ki meyaari nahin hoti
Ghazalग़ज़ल
hamaari kaavish-e-sher-o-sukhan be-kaar jaati hai
हमारी काविश-ए-शेर-ओ-सुख़न बे-कार जाती है
main jin ko DhunDne niklaa thaa gahre ghaaron mein
मैं जिन को ढूँडने निकला था गहरे ग़ारों में
ho lene do baarish ham bhi ro leinge
हो लेने दो बारिश हम भी रो लेंगे
laakh samjhaayaa magar zid pe aDi hai ab bhi
लाख समझाया मगर ज़िद पे अड़ी है अब भी
ye lafz lafz shoala-bayaani usi ki hai
ये लफ़्ज़ लफ़्ज़ शोला-बयानी उसी की है





