Sher
sahar ko saath uDa le ga.i saba jaise
ye kis ne kar diye raste dhuan dhuan mere

Sattar Syed
sahar ko saath uDa le ga.i saba jaise
सहर को साथ उड़ा ले गई सबा जैसे
lahu men phuul khilane kahan se aate hain
लहू में फूल खिलाने कहाँ से आते हैं
yuun ehtimam-e-radd-e-sahar kar diya gaya
यूँ एहतिमाम-ए-रद्द-ए-सहर कर दिया गया
kab ban-bas kaTe is shahar ke logon ka
कब बन-बास कटे इस शहर के लोगों का
samundaron ko sikhata hai kaun tarz-e-khiram
समुंदरों को सिखाता है कौन तर्ज़-ए-ख़िराम
shayad ab khatm hua chahta hai ahd-e-sukut
शायद अब ख़त्म हुआ चाहता है अहद-ए-सुकूत
sahar ko saath uDa le ga.i saba jaise
ye kis ne kar diye raste dhuan dhuan mere
lahu men phuul khilane kahan se aate hain
na.e khayal na jaane kahan se aate hain
yuun ehtimam-e-radd-e-sahar kar diya gaya
har raushni ko shahr-badar kar diya gaya
kab ban-bas kaTe is shahar ke logon ka
qufl khulen kab jaane band makanon ke
samundaron ko sikhata hai kaun tarz-e-khiram
zamin ki tah men khazane kahan se aate hain
shayad ab khatm hua chahta hai ahd-e-sukut
harf-e-e.ajaz ki tasir se lab jagte hain
yuun ehtimaam-e-radd-e-sahar kar diyaa gayaa
har raushni ko shahr-badar kar diyaa gayaa
kab ban-baas kaTe is shahar ke logon kaa
qufl khulein kab jaane band makaanon ke
samundaron ko sikhaataa hai kaun tarz-e-khiraam
zamin ki tah mein khazaane kahaan se aate hain
sahar ko saath uDaa le gai sabaa jaise
ye kis ne kar diye raste dhuaan dhuaan mere
lahu mein phuul khilaane kahaan se aate hain
nae khayaal na jaane kahaan se aate hain
shaayad ab khatm huaa chaahtaa hai ahd-e-sukut
harf-e-eajaaz ki taasir se lab jaagte hain