Quote
"jin ke angan men nahin koi bhi rone vaala un gharon se bhi guzarta hai khilaune vaala"

Shaad Fidai Dehlvi
jin ke angan men nahin koi bhi rone vaala
जिन के आँगन में नहीं कोई भी रोने वाला
meri har shab isi ummid men kaT jaati hai
मेरी हर शब इसी उम्मीद में कट जाती है
taDap raha hai jo betab ho ke zakhmon se
तड़प रहा है जो बेताब हो के ज़ख़्मों से
tujhe bhula ke bhi sadiyan bhula nahin saktin
तुझे भुला के भी सदियाँ भुला नहीं सकतीं
shakh par hon ki un ke juuDe men
शाख़ पर हों कि उन के जूड़े में
jo nahin hai vaqt ka ham-safar use sub.h-o-sham ki kya khabar
जो नहीं है वक़्त का हम-सफ़र उसे सुब्ह-ओ-शाम की क्या ख़बर
"jin ke angan men nahin koi bhi rone vaala un gharon se bhi guzarta hai khilaune vaala"
"meri har shab isi ummid men kaT jaati hai vo abhi aaya abhi mera muqaddar jaaga"
"taDap raha hai jo betab ho ke zakhmon se ye raste men mire dil ke hu-bahu kya hai"
"tujhe bhula ke bhi sadiyan bhula nahin saktin magar ye shart hai khud men kamal paida kar"
"shakh par hon ki un ke juuDe men umr hai ek raat phulon ki"
"jo nahin hai vaqt ka ham-safar use sub.h-o-sham ki kya khabar ho kisi ka vaqt pe kya asar bhala vaqt kis ka ghulam hai"
tujhe bhulaa ke bhi sadiyaan bhulaa nahin saktin
magar ye shart hai khud mein kamaal paidaa kar
azizo zindagi ki talkhiyon se main to baaz aaya
rafiqo aur jiine ki duaa se choT lagti hai
shaakh par hon ki un ke juuDe mein
umr hai ek raat phulon ki
taDap rahaa hai jo betaab ho ke zakhmon se
ye raaste mein mire dil ke hu-bahu kyaa hai
jin ke aangan mein nahin koi bhi rone vaalaa
un gharon se bhi guzartaa hai khilaune vaalaa
ham apni haajaton ki ghulaami mein aa gae
zindaan ki bandishon se nikalnaa na aa sakaa