Sher
miri khushi se mire doston ko gham hai 'shamim'
mujhe bhi is ka bahut gham hai kya kiya jaa.e

Shamim Jaipuri
miri khushi se mire doston ko gham hai 'shamim'
मिरी ख़ुशी से मिरे दोस्तों को ग़म है 'शमीम'
bahut tavil shab-e-gham hai kya kiya jaa.e
बहुत तवील शब-ए-ग़म है क्या किया जाए
tark-e-mohabbat par bhi hogi un ko nadamat ham se ziyada
तर्क-ए-मोहब्बत पर भी होगी उन को नदामत हम से ज़ियादा
ba-vafa.i ki ada paane laga huun tujh men
बा-वफ़ाई की अदा पाने लगा हूँ तुझ में
duniya hai ki gosha-e-jahannam
दुनिया है कि गोशा-ए-जहन्नम
miri khushi se mire doston ko gham hai 'shamim'
mujhe bhi is ka bahut gham hai kya kiya jaa.e
bahut tavil shab-e-gham hai kya kiya jaa.e
umid-e-sub.h bahut kam hai kya kiya jaa.e
tark-e-mohabbat par bhi hogi un ko nadamat ham se ziyada
kis ne ki hai kaun karega un se mohabbat ham se ziyada
ba-vafa.i ki ada paane laga huun tujh men
ai jafa-dost ye kya dekh raha huun tujh men
duniya hai ki gosha-e-jahannam
har vaqt azab-e-ilahi tauba
bahut tavil shab-e-gham hai kyaa kiyaa jaae
umid-e-subh bahut kam hai kyaa kiyaa jaae
miri khushi se mire doston ko gham hai 'shamim'
mujhe bhi is kaa bahut gham hai kyaa kiyaa jaae
tark-e-mohabbat par bhi hogi un ko nadaamat ham se ziyaada
kis ne ki hai kaun karegaa un se mohabbat ham se ziyaada
baa-vafaai ki adaa paane lagaa huun tujh mein
ai jafaa-dost ye kyaa dekh rahaa huun tujh mein
duniyaa hai ki gosha-e-jahannam
har vaqt azaab-e-ilaahi tauba