jhuuT par us ke bharosa kar liya
dhuup itni thi ki saaya kar liya

Shariq Kaifi
Shariq Kaifi
Sherशेर
See all 66 →jhuuT par us ke bharosa kar liya
झूट पर उस के भरोसा कर लिया
naya yuun hai ki an-dekha hai sab kuchh
नया यूँ है कि अन-देखा है सब कुछ
duniya shayad bhuul rahi hai
दुनिया शायद भूल रही है
jin par main thoDa sa bhi asan hua huun
जिन पर मैं थोड़ा सा भी आसान हुआ हूँ
pata nahin ye tamanna-e-qurb kab jaagi
पता नहीं ये तमन्ना-ए-क़ुर्ब कब जागी
vo baat soch ke main jis ko muddaton jiita
वो बात सोच के मैं जिस को मुद्दतों जीता
Popular Sher & Shayari
132 totalnaya yuun hai ki an-dekha hai sab kuchh
yahan tak raushni aati kahan thi
duniya shayad bhuul rahi hai
chahat kuchh uncha sunti hai
jin par main thoDa sa bhi asan hua huun
vahi bata sakte hain kitna mushkil tha main
pata nahin ye tamanna-e-qurb kab jaagi
mujhe to sirf use sochne ki aadat thi
vo baat soch ke main jis ko muddaton jiita
bichhaDte vaqt batane ki kya zarurat thi
bahut hasin raat hai magar tum to so rahe ho
nikal ke kamre se ik nazar chaandni to dekho
vo basti naa-khudaaon ki thi lekin
mile kuchh Dubne vaale vahaan bhi
jaise ye mez miTTi kaa haathi ye phuul
ek kone mein ham bhi hain rakkhe hue
kis tarah aae hain is pahli mulaaqaat talak
aur mukammal hai judaa hone ki tayyaari bhi
kahin na thaa vo dariyaa jis kaa saahil thaa main
aankh khuli to ik sahraa ke muqaabil thaa main
manzilon par ham milein ye tai huaa
vaapsi mein saath pakkaa kar liyaa
Ghazalग़ज़ल
vo nigaahein jo hazaaron ki sunaa karti thiin
वो निगाहें जो हज़ारों की सुना करती थीं
'ishq pahli miri buraai thi
'इश्क़ पहली मिरी बुराई थी
mile to kuchh baat bhi karoge
मिले तो कुछ बात भी करोगे
baat karte the aur patthar the
बात करते थे और पत्थर थे
jab saahil kaa dhokaa saahil ho jaataa hai
जब साहिल का धोका साहिल हो जाता है
aaj ikaTThaa kar ke 'ishq ke maaron ko
आज इकट्ठा कर के 'इश्क़ के मारों को





