Sher
na dekhen to sukun milta nahin hai
hamen akhir vo kyuun milta nahin hai

Tabish Kamal
na dekhen to sukun milta nahin hai
न देखें तो सुकूँ मिलता नहीं है
yaqin se jo guman ka fasla hai
यक़ीं से जो गुमाँ का फ़ासला है
ham us dharti ke bashinde the 'tabish'
हम उस धरती के बाशिंदे थे 'ताबिश'
kab khulega ki falak paar se aage kya hai
कब खुलेगा कि फ़लक पार से आगे क्या है
utar gaya hai rag-o-pai men za.iqa us ka
उतर गया है रग-ओ-पय में ज़ाइक़ा उस का
zamane se alag thi meri duniya
ज़माने से अलग थी मेरी दुनिया
na dekhen to sukun milta nahin hai
hamen akhir vo kyuun milta nahin hai
yaqin se jo guman ka fasla hai
zamin se asman ka fasla hai
ham us dharti ke bashinde the 'tabish'
ki jis ka koi mustaqbil nahin tha
kab khulega ki falak paar se aage kya hai
kis ko malum ki divar se aage kya hai
utar gaya hai rag-o-pai men za.iqa us ka
ajiib shahad sa kal raat us zaban men tha
zamane se alag thi meri duniya
main us ki dauD men shamil nahin tha
kab khulegaa ki falak paar se aage kyaa hai
kis ko maalum ki divaar se aage kyaa hai
utar gayaa hai rag-o-pai mein zaaiqa us kaa
ajiib shahad saa kal raat us zabaan mein thaa
yaqin se jo gumaan kaa faasla hai
zamin se aasmaan kaa faasla hai
ajab yaqin saa us shakhs ke gumaan mein thaa
vo baat karte hue bhi nai uDaan mein thaa
zamaane se alag thi meri duniyaa
main us ki dauD mein shaamil nahin thaa
kai paDaav the manzil ki raah mein 'taabish'
mire nasib mein lekin safar kuchh aur se the