Sher
maut ne aa kar bachaya phir mujhe
dard ne jab zindagi se baat ki

Yasir Malik
maut ne aa kar bachaya phir mujhe
मौत ने आ कर बचाया फिर मुझे
chhoTe se ik a.ine men chehra qaid hai vaise hi
छोटे से इक आईने में चेहरा क़ैद है वैसे ही
vahm hota hai mar gaya huun main
वहम होता है मर गया हूँ मैं
mire sapne miri palkon ki had men rah ga.e dekho
मिरे सपने मिरी पलकों की हद में रह गए देखो
tum ne chhua to dil ye dhaDka mira vagarna
तुम ने छुआ तो दिल ये धड़का मिरा वगरना
maut ne aa kar bachaya phir mujhe
dard ne jab zindagi se baat ki
chhoTe se ik a.ine men chehra qaid hai vaise hi
jaise ik kirdar ke andar ek kahani hoti hai
vahm hota hai mar gaya huun main
aise khadshat se laDa.i hai
mire sapne miri palkon ki had men rah ga.e dekho
nikal paaya nahin main in darichon se kabhi aage
tum ne chhua to dil ye dhaDka mira vagarna
patthar ka ho gaya tha khamosh baiThe baiThe
chhoTe se ik aaine mein chehra qaid hai vaise hi
jaise ik kirdaar ke andar ek kahaani hoti hai
maut ne aa kar bachaayaa phir mujhe
dard ne jab zindagi se baat ki
vahm hotaa hai mar gayaa huun main
aise khadshaat se laDaai hai
mire sapne miri palkon ki had mein rah gae dekho
nikal paayaa nahin main in darichon se kabhi aage
tum ne chhuaa to dil ye dhaDkaa miraa vagarna
patthar kaa ho gayaa thaa khaamosh baiThe baiThe