Shayari
apne dil mein aap hi rahtaa hai vo
dusraa kyaa us mein rah saktaa nahin
vaqt-e-rukhsat bhigti palkon kaa manzar yaad hai
phuul si aaankhon mein shabnam ki nami achchhi lagi
وقت رخصت بھیگتی پلکوں کا منظر یاد ہے
پھول سی آنکھوں میں شبنم کی نمی اچھی لگی
वक़्त-ए-रुख़्सत भीगती पलकों का मंज़र याद है
फूल सी आँखों में शबनम की नमी अच्छी लगी

mere khvaabon ke jharokon ko sajaate rahiye
na sahi vasl magar yaad to aate rahiye
ye ghaTaa jaam aur tanhaai
yaad aataa hai bevafaa koi
ye aur baat ki bhulegaa khadd-o-khaal magar
vo mujh ko yaad rakhegaa kisi kathaa ki tarah
kitni ranginiyon mein teri yaad
kis qadar saadgi se aati hai
tum jahaan ho vahaan ye yaad rakho
har sitaara jagah badaltaa hai
use ziyaada zarurat thi ghar basaane ki
vo aa ke mere dar-o-baam le gayaa mujh se