Shayari
paas mire aa bach ke bachaa ke
dekhti hain sarkaari aankhein
N
Nazeer Jalandharisabr ki rishvat maang rahi hain
saajan ki paTvaari aankhein
صبر کی رشوت مانگ رہی ہیں
ساجن کی پٹواری آنکھیں
सब्र की रिश्वत माँग रही हैं
साजन की पटवारी आँखें
shaahraahein dafatan shoale ugalne lag gaiin
ghar ki jaanib chal paDaa hai shahr gheraa kar tamaam
ret par ik nishaan hai shaayad
ye hamaaraa makaan hai shaayad
tumhein fursat ho duniyaa se to ham se aa ke milnaa
hamaare paas fursat ke sivaa kyaa rah gayaa hai
kaho kyaa mehrbaan naa-mehrbaan taqdir hoti hai
kahaa maan ki duaaon mein baDi taasir hoti hai
gham hai na ab khushi hai na ummid hai na yaas
sab se najaat paae zamaane guzar gae
aasmaan jhaank rahaa hai 'khaalid'
chaand kamre mein mire utraa hai