khabar deti hai yaad karta hai koi
jo bandha hai hichki ne taar aate aate
Afsar Allahabadi
Afsar Allahabadi
Sherशेर
khabar deti hai yaad karta hai koi
ख़बर देती है याद करता है कोई
mujhe gum-shuda dil ka gham hai to ye hai
मुझे गुम-शुदा दिल का ग़म है तो ये है
hasinon ki donon ada.en hain dilbar
हसीनों की दोनों अदाएँ हैं दिलबर
hamara koh-e-gham kya sang-e-khara hai jo kaT jaata
हमारा कोह-ए-ग़म क्या संग-ए-ख़ारा है जो कट जाता
tumhare hijr men kyuun zindagi na mushkil ho
तुम्हारे हिज्र में क्यूँ ज़िंदगी न मुश्किल हो
na ho ya rab aisi tabi.at kisi ki
न हो या रब ऐसी तबीअत किसी की
Popular Sher & Shayari
12 totalmujhe gum-shuda dil ka gham hai to ye hai
ki is men bhari thi mohabbat kisi ki
hasinon ki donon ada.en hain dilbar
kisi ki haya to shararat kisi ki
hamara koh-e-gham kya sang-e-khara hai jo kaT jaata
agar mar mar ke zinda kohkan hota to kya hota
tumhare hijr men kyuun zindagi na mushkil ho
tumhin jigar ho tumhin jaan ho tumhin dil ho
na ho ya rab aisi tabi.at kisi ki
ki hans hans ke dekhe musibat kisi ki
tumhaare hijr mein kyuun zindagi na mushkil ho
tumhin jigar ho tumhin jaan ho tumhin dil ho
na ho yaa rab aisi tabiat kisi ki
ki hans hans ke dekhe musibat kisi ki
mujhe gum-shuda dil kaa gham hai to ye hai
ki is mein bhari thi mohabbat kisi ki
khabar deti hai yaad kartaa hai koi
jo baandhaa hai hichki ne taar aate aate
hamaaraa koh-e-gham kyaa sang-e-khaaraa hai jo kaT jaataa
agar mar mar ke zinda kohkan hotaa to kyaa hotaa
hasinon ki donon adaaein hain dilbar
kisi ki hayaa to sharaarat kisi ki
Ghazalग़ज़ल
tumhaare hijr mein kyuun zindagi na mushkil ho
तुम्हारे हिज्र में क्यूँ ज़िंदगी न मुश्किल हो
vahi jo hayaa thi nigaar aate aate
वही जो हया थी निगार आते आते
na ho yaa rab aisi tabiat kisi ki
न हो या रब ऐसी तबीअत किसी की
kuchh bhi nahin jo yaad-e-butaan-e-hasin nahin
कुछ भी नहीं जो याद-ए-बुतान-ए-हसीं नहीं
falak un se jo baDh kar bad-chalan hotaa to kyaa hotaa
फ़लक उन से जो बढ़ कर बद-चलन होता तो क्या होता





