"luuTa jo us ne mujh ko to abad bhi kiya ik shakhs rahzani men bhi rahbar laga mujhe"

Akbar Ali Khan Arshi Zadah
Akbar Ali Khan Arshi Zadah
Sherशेर
See all 23 →luuTa jo us ne mujh ko to abad bhi kiya
लूटा जो उस ने मुझ को तो आबाद भी किया
ajiib us se ta'alluq hai kya kaha jaa.e
अजीब उस से तअ'ल्लुक़ है क्या कहा जाए
kabhi khushbu kabhi saaya kabhi paikar ban kar
कभी ख़ुशबू कभी साया कभी पैकर बन कर
harf-e-dushnam se yuun us ne navaza ham ko
हर्फ़-ए-दुश्नाम से यूँ उस ने नवाज़ा हम को
tumhen nahin ho agar aaj gosh-bar-avaz
तुम्हें नहीं हो अगर आज गोश-बर-आवाज़
vahi mayusi ka aalam vahi naumidi ka rang
वही मायूसी का आलम वही नौमीदी का रंग
Popular Sher & Shayari
46 total"ajiib us se ta'alluq hai kya kaha jaa.e kuchh aisi sulh nahin hai kuchh aisi jang nahin"
"kabhi khushbu kabhi saaya kabhi paikar ban kar sabhi hijron men visalon men mire paas raho"
"harf-e-dushnam se yuun us ne navaza ham ko ye malamat hi mohabbat ka sila ho jaise"
"tumhen nahin ho agar aaj gosh-bar-avaz ye meri fikr ye meri nava hai kis ke liye"
"vahi mayusi ka aalam vahi naumidi ka rang zindagi bhi kisi muflis ki dua ho jaise"
main tujh ko bhuul na paaun yahi sazaa hai miri
main apne-aap se letaa huun intiqaam apnaa
vahi maayusi kaa aalam vahi naumidi kaa rang
zindagi bhi kisi muflis ki duaa ho jaise
ajiib us se ta'alluq hai kyaa kahaa jaae
kuchh aisi sulh nahin hai kuchh aisi jang nahin
kabhi khushbu kabhi saaya kabhi paikar ban kar
sabhi hijron mein visaalon mein mire paas raho
harf-e-dushnaam se yuun us ne navaazaa ham ko
ye malaamat hi mohabbat kaa sila ho jaise
luuTaa jo us ne mujh ko to aabaad bhi kiyaa
ik shakhs rahzani mein bhi rahbar lagaa mujhe
Ghazalग़ज़ल
tumhaare dil ki tarah ye zamin tang nahin
तुम्हारे दिल की तरह ये ज़मीन तंग नहीं
kiyaa hai main ne taaaqub vo subh-o-shaam apnaa
किया है मैं ने तआ'क़ुब वो सुब्ह-ओ-शाम अपना
sannaaTaa tufaan se sivaa ho ye bhi to ho saktaa hai
सन्नाटा तूफ़ाँ से सिवा हो ये भी तो हो सकता है
sazaa hai kis ke liye aur jazaa hai kis ke liye
सज़ा है किस के लिए और जज़ा है किस के लिए
kabhi zakhm zakhm nikhar ke dekh kabhi daagh daagh sanvar ke dekh
कभी ज़ख़्म ज़ख़्म निखर के देख कभी दाग़ दाग़ सँवर के देख
khush-rang kis qadar khas-o-khaashaak the kabhi
ख़ुश-रंग किस क़दर ख़स-ओ-ख़ाशाक थे कभी





