char-su phaila hai ab to ek bas furqat ka rang
ab talak yak-rang tasvir-e-jahan aisi na thi

Amit Goswami
Amit Goswami
Sherशेर
See all 16 →char-su phaila hai ab to ek bas furqat ka rang
चार-सू फैला है अब तो एक बस फ़ुर्क़त का रंग
haal to daryaft kar lete the ab vo bhi nahin
हाल तो दरयाफ़्त कर लेते थे अब वो भी नहीं
tum ko hathon ki lakiron men nahin likh paaya
तुम को हाथों की लकीरों में नहीं लिख पाया
ab vo nahin hai phir bhi daftar se sidha ghar aata huun
अब वो नहीं है फिर भी दफ़्तर से सीधा घर आता हूँ
ye badal ye dhundhlake ye phuvaren aur ye tanha.i
ये बादल ये धुंधलके ये फुवारें और ये तन्हाई
tujh se jab guftugu nahin hoti
तुझ से जब गुफ़्तुगू नहीं होती
Popular Sher & Shayari
32 totalhaal to daryaft kar lete the ab vo bhi nahin
khamushi pahle hamare darmiyan aisi na thi
tum ko hathon ki lakiron men nahin likh paaya
is liye ghazlon men likh kar hi talafi kar li
ab vo nahin hai phir bhi daftar se sidha ghar aata huun
Dar lagta hai der hui to maan mujh ko phir DanTegi
ye badal ye dhundhlake ye phuvaren aur ye tanha.i
ye mausam to tumhare saath men hone ka mausam hai
tujh se jab guftugu nahin hoti
khud se teri hi baat karta huun
mujhe na Dar hai qayaamat kaa ab na khauf-e-ajal
main dard-e-tark-e-mulaaqaat sah ke aaya huun
ho duur pa yuun mujh mein samaai ho ki jaise
ashk aankhon se niklein bhi to nam rahti hain aankhein
tujh se jab guftugu nahin hoti
khud se teri hi baat kartaa huun
main ne chaahaa hai jise yuun to mukammal hai magar
ik kami hai ki use urdu nahin aati hai
subh ki chaae se phir aaiin yaad
tere pahlu mein chaae ki shaamein
hai tirgi se jang muqaabil aur apne saath
jugnu ki saf hai jashn-e-charaaghaan nahin to kyaa
Ghazalग़ज़ल
main ik umiid pe kuchh pal rukaa bhi thaa lekin
मैं इक उमीद पे कुछ पल रुका भी था लेकिन
agarche dost the lekin rifaaqatein kam thiin
अगरचे दोस्त थे लेकिन रिफाक़तें कम थीं
subh uThtaa huun to do chaar paDe rahte hain
सुब्ह उठता हूँ तो दो चार पड़े रहते हैं
biiti baaton kaa tazkira mat kar
बीती बातों का तज़्किरा मत कर
moD aae hain mohabbat mein 'ajab ke ab ke
मोड़ आए हैं मोहब्बत में 'अजब के अब के
vo rabt-e-baahami vo eatibaar pyaar na thaa
वो रब्त-ए-बाहमी वो ए'तिबार प्यार न था





