kis darja munafiq hain sab ahl-e-havas 'saqib'
andar se to patthar hain aur lagte hain paani se
Asif Saqib
Asif Saqib
Sherशेर
See all 7 →kis darja munafiq hain sab ahl-e-havas 'saqib'
किस दर्जा मुनाफ़िक़ हैं सब अहल-ए-हवस 'साक़िब'
raste ki anjan khushi hai
रस्ते की अंजान ख़ुशी है
dil ki maujon ki taDap meri sada men aa.e
दिल की मौजों की तड़प मेरी सदा में आए
lakir khinch ke mujh pe vo phir mujhe dekhe
लकीर खींच के मुझ पे वो फिर मुझे देखे
siine ke biich 'saqib' aisa hai marna jiina
सीने के बीच 'साक़िब' ऐसा है मरना जीना
qaidi riha hue the pahan kar na.e libas
क़ैदी रिहा हुए थे पहन कर नए लिबास
Popular Sher & Shayari
14 totalraste ki anjan khushi hai
manzil ka an-jana Dar hai
dil ki maujon ki taDap meri sada men aa.e
da.ere karb ke phaile to hava men aa.e
lakir khinch ke mujh pe vo phir mujhe dekhe
nigar-o-naqsh men chehra hai hu-ba-hu mera
siine ke biich 'saqib' aisa hai marna jiina
ik yaad ji uThi thi ik yaad mar ga.i hai
qaidi riha hue the pahan kar na.e libas
ham to qafas se oDh ke zanjir chal paDe
sameT le gae sab rahmatein kahaan mehmaan
makaan kaaTtaa phirtaa hai mezbaanon ko
raste ki anjaan khushi hai
manzil kaa an-jaanaa Dar hai
dil ki maujon ki taDap meri sadaa mein aae
daaere karb ke phaile to havaa mein aae
lakir khinch ke mujh pe vo phir mujhe dekhe
nigaar-o-naqsh mein chehra hai hu-ba-hu meraa
siine ke biich 'saaqib' aisaa hai marnaa jiinaa
ik yaad ji uThi thi ik yaad mar gai hai
kis darja munaafiq hain sab ahl-e-havas 'saaqib'
andar se to patthar hain aur lagte hain paani se
Ghazalग़ज़ल
kise majaal jo Toke miri uDaanon ko
किसे मजाल जो टोके मिरी उड़ानों को
dil ki maujon ki taDap meri sadaa mein aae
दिल की मौजों की तड़प मेरी सदा में आए
apne bhaai se ye gham-khvaari misaali hai miri
अपने भाई से ये ग़म-ख़्वारी मिसाली है मिरी
ojhal hui nazar se be-baal-o-par gai hai
ओझल हुई नज़र से बे-बाल-ओ-पर गई है
jhankaar hai maujon ki bahte hue paani se
झंकार है मौजों की बहते हुए पानी से
baarish kaisi jaadugar hai
बारिश कैसी जादूगर है





