Sher
itne kam-zarf nahin ham jo bahakte javen
misl-e-gul javen jidhar javen mahakte javen
D
Dulhan BegumDulhan Begum
itne kam-zarf nahin ham jo bahakte javen
इतने कम-ज़र्फ़ नहीं हम जो बहकते जावें
bayan main kis se karun ja ke ab gila dil ka
बयाँ मैं किस से करूँ जा के अब गिला दिल का
din kaTa fariyad se aur raat zaari se kaTi
दिन कटा फ़रियाद से और रात ज़ारी से कटी
mat karo fikr imarat ki koi zer-e-falak
मत करो फ़िक्र इमारत की कोई ज़ेर-ए-फ़लक
baha hai phuuT ke ankhon se aabla dil ka
बहा है फूट के आँखों से आबला दिल का
ja phansa dil zulf men ab soiye
जा फँसा दिल ज़ुल्फ़ में अब सोइए
itne kam-zarf nahin ham jo bahakte javen
misl-e-gul javen jidhar javen mahakte javen
bayan main kis se karun ja ke ab gila dil ka
ye dil ka dil hi men hovega faisla dil ka
din kaTa fariyad se aur raat zaari se kaTi
umr kaTne ko kaTi par kitni khvari se kaTi
mat karo fikr imarat ki koi zer-e-falak
khana-e-dil jo gira hai use ta.amir karo
baha hai phuuT ke ankhon se aabla dil ka
tari ki raah se jaata hai qafila dil ka
ja phansa dil zulf men ab soiye
shaam ke murde ko kab tak Dhoiye
itne kam-zarf nahin ham jo bahakte jaavein
misl-e-gul jaavein jidhar jaavein mahakte jaavein
din kaTaa fariyaad se aur raat zaari se kaTi
umr kaTne ko kaTi par kitni khvaari se kaTi
mat karo fikr imaarat ki koi zer-e-falak
khaana-e-dil jo giraa hai use taamir karo
bahaa hai phuuT ke aankhon se aabla dil kaa
tari ki raah se jaataa hai qaafila dil kaa
bayaan main kis se karun jaa ke ab gila dil kaa
ye dil kaa dil hi mein hovegaa faisla dil kaa
jaa phansaa dil zulf mein ab soiye
shaam ke murde ko kab tak Dhoiye