jism thakta nahin chalne se ki vahshat ka safar
khvab men naql-e-makani ki tarah hota hai

Faisal Ajmi
Faisal Ajmi
Sherशेर
See all 21 →jism thakta nahin chalne se ki vahshat ka safar
जिस्म थकता नहीं चलने से कि वहशत का सफ़र
kya ilm ki rote hon to mar jaate hon 'faisal'
क्या इल्म कि रोते हों तो मर जाते हों 'फ़ैसल'
adavaton men jo khalq-e-khuda lagi hui hai
अदावतों में जो ख़ल्क़-ए-ख़ुदा लगी हुई है
roz aaseb aate jaate hain
रोज़ आसेब आते जाते हैं
raat sitaron vaali thi aur dhuup bhara tha din
रात सितारों वाली थी और धूप भरा था दिन
'faisal' mukalima tha havaon ka phuul se
'फ़ैसल' मुकालिमा था हवाओं का फूल से
Popular Sher & Shayari
42 totalkya ilm ki rote hon to mar jaate hon 'faisal'
vo log jo ankhon ko kabhi nam nahin karte
adavaton men jo khalq-e-khuda lagi hui hai
mohabbaton ko koi bad-dua lagi hui hai
roz aaseb aate jaate hain
aisa kya hai gharib-khane men
raat sitaron vaali thi aur dhuup bhara tha din
jab tak ankhen dekh rahi thiin manzar achchhe the
'faisal' mukalima tha havaon ka phuul se
vo shor tha ki mujh se suna tak nahin gaya
dukh nahin hai ki jal rahaa huun main
raushni mein badal rahaa huun main
main zakhm khaa ke giraa thaa ki thaam us ne liyaa
muaaf kar ke mujhe intiqaam us ne liyaa
ab vo titli hai na vo umr taaaqub vaali
main na kahtaa thaa bahut duur na jaanaa mire dost
kabhi dekhaa hi nahin us ne pareshaan mujh ko
main ki rahtaa huun sadaa apni nigahbaani mein
us ko jaane de agar jaataa hai
zahr kam ho to utar jaataa hai
roz aaseb aate jaate hain
aisaa kyaa hai gharib-khaane mein
Ghazalग़ज़ल
main ghaar mein thaa aur havaa ke baghair thaa
मैं ग़ार में था और हवा के बग़ैर था
dukh nahin hai ki jal rahaa huun main
दुख नहीं है कि जल रहा हूँ मैं
us ne dekhaa jo mujhe aalam-e-hairaani mein
उस ने देखा जो मुझे आलम-ए-हैरानी में
gir jaae jo divaar to maatam nahin karte
गिर जाए जो दीवार तो मातम नहीं करते
mujh ko ye fikr kab hai ki saaya kahaan gayaa
मुझ को ये फ़िक्र कब है कि साया कहाँ गया
us ko jaane de agar jaataa hai
उस को जाने दे अगर जाता है





