ham musafir hain gard-e-safar hain magar ai shab-e-hijr ham koi bachche nahin
jo abhi an.suon men naha kar ga.e aur abhi muskurate palaT a.enge

Ghulam Husain Sajid
Ghulam Husain Sajid
Sherशेर
See all 35 →ham musafir hain gard-e-safar hain magar ai shab-e-hijr ham koi bachche nahin
हम मुसाफ़िर हैं गर्द-ए-सफ़र हैं मगर ऐ शब-ए-हिज्र हम कोई बच्चे नहीं
agar hai insan ka muqaddar khud apni miTTi ka rizq hona
अगर है इंसान का मुक़द्दर ख़ुद अपनी मिट्टी का रिज़्क़ होना
DhunD laaya huun khushi ki chhanv jis ke vaste
ढूँड लाया हूँ ख़ुशी की छाँव जिस के वास्ते
ishq par faa.ez huun auron ki tarah lekin mujhe
इश्क़ पर फ़ाएज़ हूँ औरों की तरह लेकिन मुझे
sharm aa.i hai mujhe apne qad-o-qamat par
शर्म आई है मुझे अपने क़द-ओ-क़ामत पर
ruka huun kis ke vahm men mire guman men nahin
रुका हूँ किस के वहम में मिरे गुमान में नहीं
Popular Sher & Shayari
70 totalagar hai insan ka muqaddar khud apni miTTi ka rizq hona
to phir zamin par ye asman ka vajud kis qahr ke liye hai
DhunD laaya huun khushi ki chhanv jis ke vaste
ek gham se bhi use do-char karna hai mujhe
ishq par faa.ez huun auron ki tarah lekin mujhe
vasl ka lapka nahin hai hijr se vahshat nahin
sharm aa.i hai mujhe apne qad-o-qamat par
maan ke jab honTh na pahonche miri peshani tak
ruka huun kis ke vahm men mire guman men nahin
charagh jal raha hai aur koi makan men nahin
mataa-e-barg-o-samar vahi hai shabaahat-e-rang-o-bu vahi hai
khulaa ki is baar bhi chaman par giraft-e-dast-e-numu vahi hai
ek khvaahish hai jo shaayad umr bhar puuri na ho
ek sapne se hamesha pyaar karnaa hai mujhe
is andhere mein charaagh-e-khvaab ki khvaahish nahin
ye bhi kyaa kam hai ki thoDi der so jaataa huun main
rukaa huun kis ke vahm mein mire gumaan mein nahin
charaagh jal rahaa hai aur koi makaan mein nahin
ham musaafir hain gard-e-safar hain magar ai shab-e-hijr ham koi bachche nahin
jo abhi aansuon mein nahaa kar gae aur abhi muskuraate palaT aaeinge
kisi ki yaad se dil kaa andheraa aur baDhtaa hai
ye ghar mere sulagne se munavvar ho nahin saktaa
Ghazalग़ज़ल
kabhi charaagh kabhi raasta badal kar dekh
कभी चराग़ कभी रास्ता बदल कर देख
dayaar-e-khvaab ko niklungaa sar uThaa kar main
दयार-ए-ख़्वाब को निकलूँगा सर उठा कर मैं
miri subh-e-khvaab ke shahr par yahi ik javaaz hai jabr kaa
मिरी सुब्ह-ए-ख़्वाब के शहर पर यही इक जवाज़ है जब्र का
honTon par hai baat kaDi taazirein bhi
होंटों पर है बात कड़ी ताज़ीरें भी
aaine mein aks khiltaa hai gul-e-hairat nahin
आइने में अक्स खिलता है गुल-ए-हैरत नहीं
ridaa-e-raahat-e-kaun-o-makaan oDh ke dekh
रिदा-ए-राहत-ए-कौन-ओ-मकान ओढ़ के देख





