uThne ko to uTha huun mahfil se tiri lekin
ab dil ko ye dhaDka hai ja.un to kidhar ja.un

Hadi Machlishahri
Hadi Machlishahri
Sherशेर
See all 14 →uThne ko to uTha huun mahfil se tiri lekin
उठने को तो उठा हूँ महफ़िल से तिरी लेकिन
1 views
ab vo piiri men kahan ahd-e-javani ki umang
अब वो पीरी में कहाँ अहद-ए-जवानी की उमंग
lutf-e-jafa isi men hai yad-e-jafa na aa.e phir
लुत्फ़-ए-जफ़ा इसी में है याद-ए-जफ़ा न आए फिर
ghazab hai ye ehsas varastagi ka
ग़ज़ब है ये एहसास वारस्तगी का
tu hai bahar to daman mira ho kyuun khali
तू है बहार तो दामन मिरा हो क्यूँ ख़ाली
mira vajud haqiqat mira adam dhoka
मिरा वजूद हक़ीक़त मिरा अदम धोका
Popular Sher & Shayari
28 totalab vo piiri men kahan ahd-e-javani ki umang
rang maujon ka badal jaata hai sahil ke qarib
lutf-e-jafa isi men hai yad-e-jafa na aa.e phir
tujh ko sitam ka vasta mujh ko miTa ke bhuul ja
ghazab hai ye ehsas varastagi ka
ki tujh se bhi khud ko bari chahta huun
tu hai bahar to daman mira ho kyuun khali
ise bhi bhar de gulon se tujhe khuda ki qasam
mira vajud haqiqat mira adam dhoka
fana ki shakl men sar-chashma-e-baqa huun main
miraa vajud haqiqat miraa adam dhokaa
fanaa ki shakl mein sar-chashma-e-baqaa huun main
uThne ko to uThaa huun mahfil se tiri lekin
ab dil ko ye dhaDkaa hai jaaun to kidhar jaaun
ab vo piiri mein kahaan ahd-e-javaani ki umang
rang maujon kaa badal jaaataa hai saahil ke qarib
gham-e-dil ab kisi ke bas kaa nahin
kyaa davaa kyaa duaa kare koi
ghazab hai ye ehsaas vaarastagi kaa
ki tujh se bhi khud ko bari chaahtaa huun
lutf-e-jafaa isi mein hai yaad-e-jafaa na aae phir
tujh ko sitam kaa vaasta mujh ko miTaa ke bhuul jaa
Ghazalग़ज़ल
tumhein bhi maalum ho haqiqat kuchh apni rangin-adaaiyon ki
तुम्हें भी मालूम हो हक़ीक़त कुछ अपनी रंगीं-अदाइयों की
ashk-e-gham uqda-kushaa-e-khalish-e-jaan niklaa
अश्क-ए-ग़म उक़्दा-कुशा-ए-ख़लिश-ए-जाँ निकला
mahv-e-kamaal-e-aarzu mujh ko banaa ke bhuul jaa
महव-ए-कमाल-ए-आरज़ू मुझ को बना के भूल जा
dekh kar shama ke aaghosh mein parvaane ko
देख कर शम्अ के आग़ोश में परवाने को
main kyaa huun kaun huun ye bhi khabar nahin mujh ko
मैं क्या हूँ कौन हूँ ये भी ख़बर नहीं मुझ को
nizaam-e-tabiat se ghabraa gayaa dil
निज़ाम-ए-तबीअत से घबरा गया दिल





