be-vafa hi sahi zamane men
ham kisi fan ki intiha to hue

Jamil Nazar
Jamil Nazar
Sherशेर
be-vafa hi sahi zamane men
बे-वफ़ा ही सही ज़माने में
baDa ajiib hai tahzib-e-irteqa ke liye
बड़ा अजीब है तहज़ीब-ए-इर्तिक़ा के लिए
na qurb-e-zat hi hasil na zakhm-e-rusva.i
न क़ुर्ब-ए-ज़ात ही हासिल न ज़ख्म-ए-रुस्वाई
dekhiye to hai karvan varna
देखिए तो है कारवाँ वर्ना
apne baare men jab bhi socha hai
अपने बारे में जब भी सोचा है
Popular Sher & Shayari
10 totalbaDa ajiib hai tahzib-e-irteqa ke liye
tamam umr kisi ik ko ham-nava rakhna
na qurb-e-zat hi hasil na zakhm-e-rusva.i
ajiib lagta hai ab khud se rabta rakhna
dekhiye to hai karvan varna
har musafir safar men tanha hai
apne baare men jab bhi socha hai
us ka chehra nazar men ubhra hai
dekhiye to hai kaarvaan varna
har musaafir safar mein tanhaa hai
apne baare mein jab bhi sochaa hai
us kaa chehra nazar mein ubhraa hai
be-vafaa hi sahi zamaane mein
ham kisi fan ki intihaa to hue
na qurb-e-zaat hi haasil na zakhm-e-rusvaai
ajiib lagtaa hai ab khud se raabta rakhnaa
baDaa ajiib hai tahzib-e-irteqaa ke liye
tamaam umr kisi ik ko ham-navaa rakhnaa
Ghazalग़ज़ल
azm faani bhi laa-zavaal bhi hai
अज़्म फ़ानी भी ला-ज़वाल भी है
majbur-e-iltifaat bhi honge jafaa ke baad
मजबूर-ए-इल्तिफ़ात भी होंगे जफ़ा के बाद
ahl-e-junun kaa jab bhi chaman mein guzar huaa
अहल-ए-जुनूँ का जब भी चमन में गुज़र हुआ
kuchh na kuchh sochne pe huun majbur
कुछ न कुछ सोचने पे हूँ मजबूर
judaai ruuh ko jab ishtiaal deti hai
जुदाई रूह को जब इश्तिआ'ल देती है
mohabbat ko jo zaahir kar rahi hai
मोहब्बत को जो ज़ाहिर कर रही है





