aaj apne bhi para.e se nazar aate hain
pyaar ki rasm zamane se uThi jaati hai

Javed Vashisht
Javed Vashisht
Sherशेर
See all 9 →aaj apne bhi para.e se nazar aate hain
आज अपने भी पराए से नज़र आते हैं
ye to vaqt vaqt ki baat hai hamen un se koi gila nahin
ये तो वक़्त वक़्त की बात है हमें उन से कोई गिला नहीं
kanTon pe chale hain to kahin phuul khile hain
काँटों पे चले हैं तो कहीं फूल खिले हैं
dard ki aanch bana deti hai dil ko iksir
दर्द की आँच बना देती है दिल को इक्सीर
gham se ehsas ka a.ina jila paata hai
ग़म से एहसास का आईना जिला पाता है
koi khayal koi yaad koi to ehsas
कोई ख़याल कोई याद कोई तो एहसास
Popular Sher & Shayari
18 totalye to vaqt vaqt ki baat hai hamen un se koi gila nahin
vo hon aaj ham se khafa khafa kabhu ham se un ko bhi pyaar tha
kanTon pe chale hain to kahin phuul khile hain
phulon se mile hain to baDi choT lagi hai
dard ki aanch bana deti hai dil ko iksir
dard se dil hai agar dard nahin dil bhi nahin
gham se ehsas ka a.ina jila paata hai
aur gham sikhe hai aa kar ye saliqa mujh se
koi khayal koi yaad koi to ehsas
mila de aaj zara aa ke ham ko khud ham se
aaj apne bhi paraae se nazar aate hain
pyaar ki rasm zamaane se uThi jaati hai
muddat se rahi farsh tiri raahguzar mein
tab jaa ke sitaaron se kahin aankh laDi hai
kaanTon pe chale hain to kahin phuul khile hain
phulon se mile hain to baDi choT lagi hai
ye to vaqt vaqt ki baat hai hamein un se koi gila nahin
vo hon aaj ham se khafaa khafaa kabhu ham se un ko bhi pyaar thaa
dard ki aanch banaa deti hai dil ko iksir
dard se dil hai agar dard nahin dil bhi nahin
gham se ehsaas kaa aaina jilaa paataa hai
aur gham sikhe hai aa kar ye saliqa mujh se
Ghazalग़ज़ल
saaghar ki gardish aankhon mein saaqi hi ki surat pesh-e-nazar
साग़र की गर्दिश आँखों में साक़ी ही की सूरत पेश-ए-नज़र
maa'sum se do dil kyaa dhaDke be-par ki uDaai logon ne
मा'सूम से दो दिल क्या धड़के बे-पर की उड़ाई लोगों ने
dil ki khaatir hi zamaane ki balaa ho jaise
दिल की ख़ातिर ही ज़माने की बला हो जैसे
zindagi kaa hausla
ज़िंदगी का हौसला
'aziz aae madad ko na gham-gusaar aae
'अज़ीज़ आए मदद को न ग़म-गुसार आए
toD le shaayad mohr-e-khamoshi dil ki girhein khole Tuk
तोड़ ले शायद मोहर-ए-ख़मोशी दिल की गिरहें खोले टुक





