fareb khaa.e na kyuun kar kisi ka saada dil
zamana-saz nigahon se ashna to nahin
Kaleem Ahmadabadi
Kaleem Ahmadabadi
Sherशेर
See all 18 →fareb khaa.e na kyuun kar kisi ka saada dil
फ़रेब खाए न क्यूँ कर किसी का सादा दिल
1 views
sard ho sakta nahin sargarm insan ka lahu
सर्द हो सकता नहीं सरगर्म इंसाँ का लहू
kis tarah ishq-e-majazi ko haqiqi kar luun
किस तरह इश्क़-ए-मजाज़ी को हक़ीक़ी कर लूँ
dahr ki fazaon men kaun raqs karta hai
दहर की फ़ज़ाओं में कौन रक़्स करता है
gham natija hai khushi ki intiha ka ai 'kalim'
ग़म नतीजा है ख़ुशी की इंतिहा का ऐ 'कलीम'
apna jiina ek dhoka apna marna ik fareb
अपना जीना एक धोका अपना मरना इक फ़रेब
Popular Sher & Shayari
36 totalsard ho sakta nahin sargarm insan ka lahu
hadisat-e-nau-ba-nau men zindagani ho to kya
kis tarah ishq-e-majazi ko haqiqi kar luun
samne tu hai baghal men tiri tasvir bhi hai
dahr ki fazaon men kaun raqs karta hai
kaun kar raha hai yuun aap apni rusva.i
gham natija hai khushi ki intiha ka ai 'kalim'
dil ki ik ik mauj mauj-e-shadmani ho to kya
apna jiina ek dhoka apna marna ik fareb
zindagi se zindagi ki tarjumani ho to kya
chheDti hai mujhe aa aa ke miri aazaadi
go main qaidi huun mire paanv mein zanjir bhi hai
jaane kyaa bhar di hain us ne is chaman mein shokhiyaan
jo bhi aayaa vo chaman kaa raaz-daan bantaa gayaa
tumhin bataao ki is dil kaa kyaa kiyaa jaae
jo choT khaa ke bhi choTon se aashnaa na huaa
sitaare toD liye ham ne zuhd-o-taqvaa ke
magar jo haqq-e-ibaadat thaa vo adaa na huaa
ham to baiThe hi rahe apni asiri ko liye
banne vaalaa kaam be-vahm-o-gumaan bantaa gayaa
gham natija hai khushi ki intihaa kaa ai 'kalim'
dil ki ik ik mauj mauj-e-shaadmaani ho to kyaa
Ghazalग़ज़ल
buland-o-past haqiqat se aashnaa na huaa
बुलंद-ओ-पस्त हक़ीक़त से आश्ना न हुआ
inqilaab-e-dahr ruk ruk kar javaan bantaa gayaa
इंक़िलाब-ए-दहर रुक रुक कर जवाँ बनता गया
teri taskin kaa sabab kaun-o-makaan hai ki nahin
तेरी तस्कीं का सबब कौन-ओ-मकाँ है कि नहीं
surur-o-kaif hai kuchh lazzat-e-baqaa to nahin
सुरूर-ओ-कैफ़ है कुछ लज़्ज़त-ए-बक़ा तो नहीं
kaun le gayaa dil se soz-o-saaz-e-raanaai
कौन ले गया दिल से सोज़-ओ-साज़-ए-रानाई
ye mohabbat hai mohabbat sargiraani ho to kyaa
ये मोहब्बत है मोहब्बत सरगिरानी हो तो क्या





