khvab Thahre the to ankhen bhigne se bach ga.iin
varna chehre par to gham ki barishon ka aks hai

Malika Naseem
Malika Naseem
Sherशेर
See all 11 →khvab Thahre the to ankhen bhigne se bach ga.iin
ख़्वाब ठहरे थे तो आँखें भीगने से बच गईं
main kisi aur ko dekhun bhi to dekhun kaise
मैं किसी और को देखूँ भी तो देखूँ कैसे
shiddat-e-tishna-labi aaj kahan laa.i hai
शिद्दत-ए-तिश्ना-लबी आज कहाँ लाई है
vo laDkiyan ki jo lagti thiin saada tahriren
वो लड़कियाँ कि जो लगती थीं सादा तहरीरें
har daur ka jo aks hai vo aa.ina hain ham
हर दौर का जो अक्स है वो आइना हैं हम
umr guzri ik nigah-e-lutf ki ummid men
उम्र गुज़री इक निगाह-ए-लुत्फ़ की उम्मीद में
Popular Sher & Shayari
22 totalmain kisi aur ko dekhun bhi to dekhun kaise
us ke khvabon ki in ankhon pe nigahbani hai
shiddat-e-tishna-labi aaj kahan laa.i hai
pyaas sahra ki samundar men utar aa.i hai
vo laDkiyan ki jo lagti thiin saada tahriren
paDhi ga.iin to anokhi paheliyan niklin
har daur ka jo aks hai vo aa.ina hain ham
takhliq-e-ka.enat ka ik silsila hain ham
umr guzri ik nigah-e-lutf ki ummid men
ham ko apne hauslon ki ye ada achchhi lagi
khvaab Thahre the to aankhein bhigne se bach gaiin
varna chehre par to gham ki baarishon kaa aks hai
main kisi aur ko dekhun bhi to dekhun kaise
us ke khvaabon ki in aankhon pe nigahbaani hai
shiddat-e-tishna-labi aaj kahaan laai hai
pyaas sahraa ki samundar mein utar aai hai
vo laDkiyaan ki jo lagti thiin saada tahrirein
paDhi gaiin to anokhi paheliyaan niklin
har daur kaa jo aks hai vo aaina hain ham
takhliq-e-kaaenaat kaa ik silsila hain ham
umr guzri ik nigaah-e-lutf ki ummid mein
ham ko apne hauslon ki ye adaa achchhi lagi
Ghazalग़ज़ल
kaTegaa kaise khayaalon kaa ye safar tanhaa
कटेगा कैसे ख़यालों का ये सफ़र तन्हा
be-kaif saaaton se shanaasaai de gayaa
बे-कैफ़ साअ'तों से शनासाई दे गया
na kashtiyaan hain na saahil hai aur na dariyaa hai
न कश्तियाँ हैं न साहिल है और न दरिया है
tira-shabi kaa daur kahin mukhtasar to ho
तीरा-शबी का दौर कहीं मुख़्तसर तो हो
jal uThaa daagh-e-tamannaa kaa diyaa shaam Dhale
जल उठा दाग़-ए-तमन्ना का दिया शाम ढले
khushbuon kaa har taraf ambaar hai
ख़ुशबुओं का हर तरफ़ अम्बार है





