ham faramosh ki faramoshi
aur tum yaad umr bhar bhule
Mirza Zahirddin Azfari
Mirza Zahirddin Azfari
Sherशेर
See all 25 →ham faramosh ki faramoshi
हम फ़रामोश की फ़रामोशी
kakul nahin laTakte kuchh un ki chhatiyon par
काकुल नहीं लटकते कुछ उन की छातियों पर
'azfari' ghuncha-e-dil band aur aa.i hai bahar
'अज़फ़री' ग़ुंचा-ए-दिल बंद और आई है बहार
o atarid zuhal-e-nahis se Tuk maang midad
ओ अतारिद ज़ुहल-ए-नहिस से टुक माँग मिदाद
dhani juuDe pe tire sanvle main marta huun
धानी जूड़े पे तिरे साँवले मैं मरता हूँ
rafu jeb-e-majnun hua kab ai naseh
रफ़ू जेब-ए-मजनूँ हुआ कब ऐ नासेह
Popular Sher & Shayari
50 totalkakul nahin laTakte kuchh un ki chhatiyon par
chaukan se ye khilanDre genden uchhalte hain
'azfari' ghuncha-e-dil band aur aa.i hai bahar
sair-e-gul ko ki ye shayad ba-takalluf khil le
o atarid zuhal-e-nahis se Tuk maang midad
bakht ka majra likhta huun siyahi dena
dhani juuDe pe tire sanvle main marta huun
mar bhi ja.un to kafan dekh ke kaahi dena
rafu jeb-e-majnun hua kab ai naseh
tu mar ja.ega us ke siite hi siite
kis zamaane ki ye dushman thi miri
is mohabbat kaa ho munh kaalaa miyaan
oson gai hai pyaas kahin dida-e-namin
bujhtaa hai aansuon se kahaan dil phunkaa huaa
ye divaane hain mahv-e-did dilbar
nahin kuchh maante yaan ko na vaan ko
ham gunahgaaron ke kyaa khuun kaa phikaa thaa rang
mehndi kis vaaste haathon pe rachaai pyaare
tere mizhgaan ki kyaa karun taarif
tiir ye be-kamaan jaataa hai
'azfari' ghuncha-e-dil band aur aai hai bahaar
sair-e-gul ko ki ye shaayad ba-takalluf khil le
Ghazalग़ज़ल
dekh apne maailon ko ki hain dil jale paDe
देख अपने माइलों को कि हैं दिल जले पड़े
shitaabi apne divaane ko kar band
शिताबी अपने दीवाने को कर बंद
soch mein tere sunaa raat jo khaTkaa-paTkaa
सोच में तेरे सुना रात जो खटका-पटका
tum khul rahe the ghair se chhaanv tale khaDe
तुम खुल रहे थे ग़ैर से छाँव तले खड़े
samajh ghar yaar kaa main shah-nashin-e-dil ko dhotaa huun
समझ घर यार का मैं शह-नशीन-ए-दिल को धोता हूँ
aate aate tarf mere muD ke phir kidhar chale
आते आते तर्फ़ मेरे मुड़ के फिर कीधर चले





