is daur men insan ka chehra nahin milta
kab se main naqabon ki tahen khol raha huun
Moghisuddin Fareedi
Moghisuddin Fareedi
Sherशेर
is daur men insan ka chehra nahin milta
इस दौर में इंसान का चेहरा नहीं मिलता
tiri adaon ki sadgi men kisi ko mahsus bhi na hoga
तिरी अदाओं की सादगी में किसी को महसूस भी न होगा
sirf alfaz pe mauquf nahin lutf-e-sukhan
सिर्फ़ अल्फ़ाज़ पे मौक़ूफ़ नहीं लुत्फ़-ए-सुख़न
ab kisi dard ka shikva na kisi gham ka gila
अब किसी दर्द का शिकवा न किसी ग़म का गिला
ham ne manga tha sahara to mili is ki saza
हम ने माँगा था सहारा तो मिली इस की सज़ा
hai 'faridi' ajab rang-e-bazm-e-jahan miT raha hai yahan farq-e-sud-o-ziyan
है 'फ़रीदी' अजब रंग-ए-बज़्म-ए-जहाँ मिट रहा है यहाँ फ़र्क़-ए-सूद-ओ-ज़ियाँ
Popular Sher & Shayari
12 totaltiri adaon ki sadgi men kisi ko mahsus bhi na hoga
abhi qayamat ka ik karishma haya ke daman men pal raha hai
sirf alfaz pe mauquf nahin lutf-e-sukhan
aankh khamosh agar hai to zaban kuchh bhi nahin
ab kisi dard ka shikva na kisi gham ka gila
meri hasti ne baDi der men paaya hai mujhe
ham ne manga tha sahara to mili is ki saza
ghaTte baDhte rahe ham saya-e-divar ke saath
hai 'faridi' ajab rang-e-bazm-e-jahan miT raha hai yahan farq-e-sud-o-ziyan
nuur ki bhiik taron se lene laga aftab apni ik ik kiran bech kar
ham ne maangaa thaa sahaaraa to mili is ki sazaa
ghaTte baDhte rahe ham saaya-e-divaar ke saath
hai 'faridi' ajab rang-e-bazm-e-jahaan miT rahaa hai yahaan farq-e-sud-o-ziyaan
nuur ki bhiik taaron se lene lagaa aaftaab apni ik ik kiran bech kar
tiri adaaon ki saadgi mein kisi ko mahsus bhi na hogaa
abhi qayaamat kaa ik karishma hayaa ke daaman mein pal rahaa hai
is daur mein insaan kaa chehra nahin miltaa
kab se main naqaabon ki tahein khol rahaa huun
sirf alfaaz pe mauquf nahin lutf-e-sukhan
aankh khaamosh agar hai to zabaan kuchh bhi nahin
ab kisi dard kaa shikva na kisi gham kaa gilaa
meri hasti ne baDi der mein paayaa hai mujhe
Ghazalग़ज़ल
be-shauq-e-talab be-zauq-e-nazar be-rang thi un ki gul-badani
बे-शौक़-ए-तलब बे-ज़ौक़-ए-नज़र बे-रंग थी उन की गुल-बदनी
har kaDe vaqt pe aaina dikhaayaa hai mujhe
हर कड़े वक़्त पे आईना दिखाया है मुझे
muft hai khun-e-jigar azmat-e-kirdaar ke saath
मुफ़्त है ख़ून-ए-जिगर अज़्मत-ए-किरदार के साथ
andaaz-e-sukhan maslahat-aamez bahut hai
अंदाज़-ए-सुख़न मस्लहत-आमेज़ बहुत है
hasti ke har ik moD pe aaina banaa huun
हस्ती के हर इक मोड़ पे आईना बना हूँ
milti hai nazar un se to kho jaate hain ham aur
मिलती है नज़र उन से तो खो जाते हैं हम और





