tanha.i ke lamhat ka ehsas hua hai
jab taron bhari raat ka ehsas hua hai

Naseem Shahjahanpuri
Naseem Shahjahanpuri
Sherशेर
tanha.i ke lamhat ka ehsas hua hai
तन्हाई के लम्हात का एहसास हुआ है
vo zulm bhi ab zulm ki had tak nahin karte
वो ज़ुल्म भी अब ज़ुल्म की हद तक नहीं करते
sar-e-mahshar agar pursish hui mujh se to kah dunga
सर-ए-महशर अगर पुर्सिश हुई मुझ से तो कह दूँगा
main ne maana aap ne sab kuchh bhula Daala magar
मैं ने माना आप ने सब कुछ भुला डाला मगर
kuchh khud bhi huun main ishq men afsurda o ghamgin
कुछ ख़ुद भी हूँ मैं इश्क़ में अफ़्सुर्दा ओ ग़मगीं
kisi ke ishq men ye hal-e-zar rahta hai
किसी के इश्क़ में ये हाल-ए-ज़ार रहता है
Popular Sher & Shayari
12 totalvo zulm bhi ab zulm ki had tak nahin karte
akhir unhen kis baat ka ehsas hua hai
sar-e-mahshar agar pursish hui mujh se to kah dunga
sarapa jurm huun ashk-e-nadamat le ke aaya huun
main ne maana aap ne sab kuchh bhula Daala magar
ghair-mumkin hai kabhi mera khayal aata na ho
kuchh khud bhi huun main ishq men afsurda o ghamgin
kuchh talkhi-e-halat ka ehsas hua hai
kisi ke ishq men ye hal-e-zar rahta hai
sukun pa ke bhi dil be-qarar rahta hai
sar-e-mahshar agar pursish hui mujh se to kah dungaa
saraapaa jurm huun ashk-e-nadaamat le ke aayaa huun
main ne maanaa aap ne sab kuchh bhulaa Daalaa magar
ghair-mumkin hai kabhi meraa khayaal aataa na ho
vo zulm bhi ab zulm ki had tak nahin karte
aakhir unhein kis baat kaa ehsaas huaa hai
tanhaai ke lamhaat kaa ehsaas huaa hai
jab taaron bhari raat kaa ehsaas huaa hai
kisi ke ishq mein ye haal-e-zaar rahtaa hai
sukun paa ke bhi dil be-qaraar rahtaa hai
kuchh khud bhi huun main ishq mein afsurda o ghamgin
kuchh talkhi-e-haalaat kaa ehsaas huaa hai
Ghazalग़ज़ल
ek dhundlaa saa sitaaraa bhi bahut hotaa hai
एक धुँदला सा सितारा भी बहुत होता है
maanus ho chuke hain tire aastaan se ham
मानूस हो चुके हैं तिरे आस्ताँ से हम
kisi ke ishq mein ye haal-e-zaar rahtaa hai
किसी के इश्क़ में ये हाल-ए-ज़ार रहता है
na armaan le ke aayaa huun na hasrat le ke aayaa huun
न अरमाँ ले के आया हूँ न हसरत ले के आया हूँ
qalb-e-vaarafta mohabbat mein kahin aisaa na ho
क़ल्ब-ए-वारफ़्ता मोहब्बत में कहीं ऐसा न हो





