Sher
sada-bahar ho tum aur meri qismat ho
koi bahar na thi is bahar se pahle
N
Nazneen Begum NazNazneen Begum Naz
sada-bahar ho tum aur meri qismat ho
सदा-बहार हो तुम और मेरी क़िस्मत हो
miTa miTa sa tasavvur hai naaz maazi ka
मिटा मिटा सा तसव्वुर है नाज़ माज़ी का
qasam khuda ki ye varaftagi na thi mujh men
क़सम ख़ुदा की ये वारफ़्तगी न थी मुझ में
miri umr-e-guzishta ki haqiqat puchhne vaalo
मिरी उम्र-ए-गुज़िश्ता की हक़ीक़त पूछने वालो
khalvat-e-naz men kuchh aur hi raunaq hoti
ख़ल्वत-ए-नाज़ में कुछ और ही रौनक़ होती
sada-bahar ho tum aur meri qismat ho
koi bahar na thi is bahar se pahle
miTa miTa sa tasavvur hai naaz maazi ka
hayat-e-nau hai ab is umr-e-ra.egan se gurez
qasam khuda ki ye varaftagi na thi mujh men
kisi ke ishq-e-saliqa-shi.ar se pahle
miri umr-e-guzishta ki haqiqat puchhne vaalo
mujhe vo umr umr-e-ra.egan malum hoti hai
khalvat-e-naz men kuchh aur hi raunaq hoti
koi khalvat men agar anjuman-ara hota
sadaa-bahaar ho tum aur meri qismat ho
koi bahaar na thi is bahaar se pahle
miTaa miTaa saa tasavvur hai naaz maazi kaa
hayaat-e-nau hai ab is umr-e-raaegaan se gurez
qasam khudaa ki ye vaaraftagi na thi mujh mein
kisi ke ishq-e-saliqa-shiaar se pahle
miri umr-e-guzishta ki haqiqat puchhne vaalo
mujhe vo umr umr-e-raaegaan maalum hoti hai
khalvat-e-naaz mein kuchh aur hi raunaq hoti
koi khalvat mein agar anjuman-aaraa hotaa