TuTta rahta hai mujh men khud mira apna vajud
mere andar koi mujh se barsar-e-paikar hai

Obaidur Rahman
Obaidur Rahman
Sherशेर
See all 18 →TuTta rahta hai mujh men khud mira apna vajud
टूटता रहता है मुझ में ख़ुद मिरा अपना वजूद
ghaTti baDhti rahi parchha.in miri khud mujh se
घटती बढ़ती रही परछाईं मिरी ख़ुद मुझ से
dikhao surat-e-taza bayan se pahle
दिखाओ सूरत-ए-ताज़ा बयान से पहले
hamen to khvab ka ik shahr ankhon men basana tha
हमें तो ख़्वाब का इक शहर आँखों में बसाना था
nazar men duur talak rahguzar zaruri hai
नज़र में दूर तलक रहगुज़र ज़रूरी है
angan angan khuun ke chhinTe chehra chehra be-chehra
आँगन आँगन ख़ून के छींटे चेहरा चेहरा बे-चेहरा
Popular Sher & Shayari
36 totalghaTti baDhti rahi parchha.in miri khud mujh se
laakh chaha ki mire qad ke barabar utre
dikhao surat-e-taza bayan se pahle
kahani aur hai kuchh dastan se pahle
hamen to khvab ka ik shahr ankhon men basana tha
aur is ke baa'd mar jaane ka sapna dekh lena tha
nazar men duur talak rahguzar zaruri hai
kisi bhi samt ho lekin safar zaruri hai
angan angan khuun ke chhinTe chehra chehra be-chehra
kis kis ghar ka zikr karun men kis kis ke sadmat likhun
koi dimaagh se koi sharir se haaraa
mein apne haath ki andhi lakir se haaraa
mere jazbaat aansuon vaale
sher sab hichkiyon se likhtaa huun
bachchon ko ham na ek khilaunaa bhi de sake
gham aur baDh gayaa hai jo tyauhaar aae hain
hamein hijrat samajh mein itni aai
parinda aab-o-daana chaahtaa hai
nazar mein duur talak rahguzar zaruri hai
kisi bhi samt ho lekin safar zaruri hai
aangan aangan khuun ke chhinTe chehra chehra be-chehra
kis kis ghar kaa zikr karun mein kis kis ke sadmaat likhun
Ghazalग़ज़ल
to ab haalat mein apni yuun bhi tabdili nahin hoti
तो अब हालत में अपनी यूँ भी तब्दीली नहीं होती
justuju ke safar mein rahte hain
जुस्तुजू के सफ़र में रहते हैं
ghar ke andar bholi-bhaali suratein achchhi lagin
घर के अंदर भोली-भाली सूरतें अच्छी लगीं
shuur tak abhi un ki kahaan rasaai hai
शुऊर तक अभी उन की कहाँ रसाई है
apnaa muhaasba kabhi karne nahin diyaa
अपना मुहासबा कभी करने नहीं दिया
gumrahi kaa miri saamaan huaa jaataa hai
गुमरही का मिरी सामान हुआ जाता है





