Sher
teri guftar khalish aur qarina mange
bol miThe sahi lahje men zara talkhi hai

Rauf Khalish
teri guftar khalish aur qarina mange
तेरी गुफ़्तार ख़लिश और क़रीना माँगे
vaise to dekhne men jazib-nazar hain naqshe
वैसे तो देखने में जाज़िब-नज़र हैं नक़्शे
bikharte khvabon se ta.abir ke dhundlakon tak
बिखरते ख़्वाबों से ता'बीर के धुँदलकों तक
jis tanazur men bhi dekho khush-jamalon ko 'khalish'
जिस तनाज़ुर में भी देखो ख़ुश-जमालों को 'ख़लिश'
zakhmon ko phuul kar de tanha.iyon ko marham
ज़ख़्मों को फूल कर दे तन्हाइयों को मरहम
utro khud apni zaat ki gahra.i men 'khalish'
उतरो ख़ुद अपनी ज़ात की गहराई में 'ख़लिश'
teri guftar khalish aur qarina mange
bol miThe sahi lahje men zara talkhi hai
vaise to dekhne men jazib-nazar hain naqshe
kuchh to 'khalish' kami hai unchi 'imaraton men
bikharte khvabon se ta.abir ke dhundlakon tak
muhajrat ne kachoke bahut laga.e hain
jis tanazur men bhi dekho khush-jamalon ko 'khalish'
zaviya bigDa nazar ka saare bigDe zaviye
zakhmon ko phuul kar de tanha.iyon ko marham
sau qurbaton pe bhari hijrat ka ek mausam
utro khud apni zaat ki gahra.i men 'khalish'
ubhre jo apne-ap ko paane ki aarzu
utro khud apni zaat ki gahraai mein 'khalish'
ubhre jo apne-aap ko paane ki aarzu
jazb kar ke rakh lenaa dastakein hatheli mein
jab se main safar mein huun ham-safar hain darvaaze
guzarte vaqt ke aasaar kaun chhoD gayaa
zamaane Tal gae lekin aTal rahe hain sutun
bikharte khvaabon se taabir ke dhundlakon tak
muhaajrat ne kachoke bahut lagaae hain
jis tanaazur mein bhi dekho khush-jamaalon ko 'khalish'
zaaviya bigDaa nazar kaa saare bigDe zaaviye
zakhmon ko phuul kar de tanhaaiyon ko marham
sau qurbaton pe bhaari hijrat kaa ek mausam