Sher
goya the to koi bhi nahin tha
ab chup hain to shahr dekhta hai

Raza Hamdani
goya the to koi bhi nahin tha
गोया थे तो कोई भी नहीं था
ik baar jo TuuTe to kabhi juD nahin sakta
इक बार जो टूटे तो कभी जुड़ नहीं सकता
bhanvar se laDo tund lahron se uljho
भँवर से लड़ो तुंद लहरों से उलझो
ajab chiiz hai ye mohabbat ki baazi
अजब चीज़ है ये मोहब्बत की बाज़ी
ta.ana dete ho mujhe jiine ka
ता'ना देते हो मुझे जीने का
pas-e-adab-e-vafa tha ki shikasta-pa.i
पास-ए-आदाब-ए-वफ़ा था कि शिकस्ता-पाई
goya the to koi bhi nahin tha
ab chup hain to shahr dekhta hai
ik baar jo TuuTe to kabhi juD nahin sakta
a.ina nahin dil magar a.ina-numa hai
bhanvar se laDo tund lahron se uljho
kahan tak chaloge kinare kinare
ajab chiiz hai ye mohabbat ki baazi
jo haare vo jiite jo jiite vo haare
ta.ana dete ho mujhe jiine ka
zindagi meri khata ho jaise
pas-e-adab-e-vafa tha ki shikasta-pa.i
be-khudi men bhi na ham had se guzarne paa.e
bikhar gayaa huun fazaaon mein bu-e-gul ki tarah
mire vajud mein vusat miri samaa na saki
bhanvar se laDo tund lahron se uljho
kahaan tak chaloge kinaare kinaare
ik baar jo TuuTe to kabhi juD nahin saktaa
aaina nahin dil magar aaina-numaa hai
taana dete ho mujhe jiine kaa
zindagi meri khataa ho jaise
paas-e-aadaab-e-vafaa thaa ki shikasta-paai
be-khudi mein bhi na ham had se guzarne paae
goyaa the to koi bhi nahin thaa
ab chup hain to shahr dekhtaa hai