tanha.i se aati nahin din raat mujhe niind
ya-rab mira ham-khvab o ham-aghosh kahan hai

Shaikh Zahuruddin Hatim
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sherशेर
See all 232 →tanha.i se aati nahin din raat mujhe niind
तन्हाई से आती नहीं दिन रात मुझे नींद
1 views
gulshan-e-dahr men sau rang hain 'hatim' us ke
गुलशन-ए-दहर में सौ रंग हैं 'हातिम' उस के
ye masla shaikh se puchho ham is jhagDe se farigh hai
ये मसला शैख़ से पूछो हम इस झगड़े से फ़ारिग़ है
ahl-e-ma.ani juz na bujhega koi is ramz ko
अहल-ए-म'अनी जुज़ न बूझेगा कोई इस रम्ज़ को
mazra-e-duniya men daana hai to Dar kar haath Daal
मज़रा-ए-दुनिया में दाना है तो डर कर हाथ डाल
kabhu bimar sun kar vo ayadat ko to aata tha
कभू बीमार सुन कर वो अयादत को तो आता था
Popular Sher & Shayari
465 totalgulshan-e-dahr men sau rang hain 'hatim' us ke
vo kahin gul hai kahin bu hai kahin buuTa hai
ye masla shaikh se puchho ham is jhagDe se farigh hai
ki DaDhi shahr men kis ki baDi aur kis ki chhoTi hai
ahl-e-ma.ani juz na bujhega koi is ramz ko
ham ne paaya hai khuda ko surat-e-insan ke biich
mazra-e-duniya men daana hai to Dar kar haath Daal
ek din dena hai tujh ko daane daane ka hisab
kabhu bimar sun kar vo ayadat ko to aata tha
hamen apne bhale hone se vo azar behtar tha
dil ki lahron kaa tul-o-arz na puchh
kabhu dariyaa kabhu safinaa hai
phaDkun to sar phaTe hai na phaDkun to ji ghaTe
tang is qadar diyaa mujhe sayyaad ne qafas
kabhu bimaar sun kar vo ayaadat ko to aataa thaa
hamein apne bhale hone se vo aazaar behtar thaa
meraa maashuq hai mazon mein bharaa
kabhu miThaa kabhu salonaa hai
dekhun huun tujh ko duur se baiThaa hazaar kos
ainak na chaahiye na yahaan durbin mujhe
bul-havas go karein tere lab-e-shirin par hujum
talkh mat ho ki miThaai se magas aati hai
Ghazalग़ज़ल
banda agar jahaan mein bajaae khudaa nahin
बंदा अगर जहाँ में बजाए ख़ुदा नहीं
tu dekh use sab jaa aankhon ke uThaa parde
तू देख उसे सब जा आँखों के उठा पर्दे
ishq ne chuTki si li phir aa ke meri jaan ke biich
इश्क़ ने चुटकी सी ली फिर आ के मेरी जाँ के बीच
ab ki chaman mein gul kaa ne naam o ne nishaan hai
अब की चमन में गुल का ने नाम ओ ने निशाँ है
tiri jo zulf kaa aayaa khayaal aankhon mein
तिरी जो ज़ुल्फ़ का आया ख़याल आँखों में
gul ki aur bulbul ki sohbat ko chaman kaa shaana hai
गुल की और बुलबुल की सोहबत को चमन का शाना है





