ye ek abr ka TukDa kahan kahan barse
tamam dasht hi pyasa dikha.i deta hai

Shakeb Jalali
Shakeb Jalali
Sherशेर
See all 44 →ye ek abr ka TukDa kahan kahan barse
ये एक अब्र का टुकड़ा कहाँ कहाँ बरसे
log dete rahe kya kya na dilase mujh ko
लोग देते रहे क्या क्या न दिलासे मुझ को
mujhe girna hai to main apne hi qadmon men girun
मुझे गिरना है तो मैं अपने ही क़दमों में गिरूँ
rahta tha samne tira chehra khula hua
रहता था सामने तिरा चेहरा खुला हुआ
'shakeb' apne ta.aruf ke liye ye baat kaafi hai
'शकेब' अपने तआरुफ़ के लिए ये बात काफ़ी है
koi bhula hua chehra nazar aa.e shayad
कोई भूला हुआ चेहरा नज़र आए शायद
Popular Sher & Shayari
88 totallog dete rahe kya kya na dilase mujh ko
zakhm gahra hi sahi zakhm hai bhar ja.ega
mujhe girna hai to main apne hi qadmon men girun
jis tarah saya-e-divar pe divar gire
rahta tha samne tira chehra khula hua
paDhta tha main kitab yahi har class men
'shakeb' apne ta.aruf ke liye ye baat kaafi hai
ham us se bach ke chalte hain jo rasta aam ho jaa.e
koi bhula hua chehra nazar aa.e shayad
a.ina ghaur se tu ne kabhi dekha hi nahin
aalam mein jis ki dhuum thi us shaahkaar par
dimak ne jo likhe kabhi vo tabsire bhi dekh
dil saa anmol ratan kaun kharidegaa 'shakeb'
jab bikegaa to ye be-daam hi bik jaaegaa
rote hain dil ke zakhm to hanstaa nahin koi
itnaa to faaeda mujhe tanhaaiyon se hai
khud apni aag se shaayad gudaaz ho jaaein
paraai aag se kab sang-dil pighalte hain
ham-safar rah gae bahut pichhe
aao kuchh der ko Thahar jaaein
jo motiyon ki talab ne kabhi udaas kiyaa
to ham bhi raah se kankar sameT laae bahut
Ghazalग़ज़ल
khamoshi bol uTThe har nazar paighaam ho jaae
ख़मोशी बोल उठ्ठे हर नज़र पैग़ाम हो जाए
kanaar-e-aab khaDaa khud se kah rahaa hai koi
कनार-ए-आब खड़ा ख़ुद से कह रहा है कोई
vahaan ki raushniyon ne bhi zulm Dhaae bahut
वहाँ की रौशनियों ने भी ज़ुल्म ढाए बहुत
mujh se milne shab-e-gham aur to kaun aaegaa
मुझ से मिलने शब-ए-ग़म और तो कौन आएगा
mariz-e-gham ke sahaaro koi to baat karo
मरीज़-ए-ग़म के सहारो कोई तो बात करो
ham-jins agar mile na koi aasmaan par
हम-जिंस अगर मिले न कोई आसमान पर





