Sher
jal ke parvana jahan raakh bane
sham' ki aur vahan saakh bane

Syed Saba Wasti
jal ke parvana jahan raakh bane
जल के परवाना जहाँ राख बने
nazar ik zaviye ki tarjuman hai
नज़र इक ज़ाविए की तर्जुमाँ है
nishana chuuk bhi jaa.e bharosa choT khata hai
निशाना चूक भी जाए भरोसा चोट खाता है
raat se hone lagi hai haa.e ghabrahaT mujhe
रात से होने लगी है हाए घबराहट मुझे
apni nazren hain apne chehre pe
अपनी नज़रें हैं अपने चेहरे पे
dil se khela hai khilaunon ne bahut
दिल से खेला है खिलौनों ने बहुत
jal ke parvana jahan raakh bane
sham' ki aur vahan saakh bane
nazar ik zaviye ki tarjuman hai
ye jo taskhir-e-manzar hai guman hai
nishana chuuk bhi jaa.e bharosa choT khata hai
koi bhi vaar samjho to kabhi khali nahin jaata
raat se hone lagi hai haa.e ghabrahaT mujhe
chaunk uThta huun jo aa.e niind ki aahaT mujhe
apni nazren hain apne chehre pe
koi apne siva nahin rahta
dil se khela hai khilaunon ne bahut
ham khilaunon ke khilaune nikle
nishaana chuuk bhi jaae bharosa choT khaataa hai
koi bhi vaar samjho to kabhi khaali nahin jaataa
raat se hone lagi hai haae ghabraahaT mujhe
chaunk uThtaa huun jo aae niind ki aahaT mujhe
apni nazrein hain apne chehre pe
koi apne sivaa nahin rahtaa
dil se khelaa hai khilaunon ne bahut
ham khilaunon ke khilaune nikle
jal ke parvaana jahaan raakh bane
sham' ki aur vahaan saakh bane
nazar ik zaaviye ki tarjumaan hai
ye jo taskhir-e-manzar hai gumaan hai