Sher
hamen sairab rakkha hai khuda ka shukr hai us ne
jahan banjar zaminen hon ana.en shor karti hain

Yasmeen Habeeb
hamen sairab rakkha hai khuda ka shukr hai us ne
हमें सैराब रक्खा है ख़ुदा का शुक्र है उस ने
hamen bhi tajraba hai be-ghari ka chhat na hone ka
हमें भी तजरबा है बे-घरी का छत न होने का
jo chala gaya so chala gaya jo hai paas us ka khayal rakh
जो चला गया सो चला गया जो है पास उस का ख़याल रख
ye kamra aur ye gard-o-ghubar us ka hai
ये कमरा और ये गर्द-ओ-ग़ुबार उस का है
khud apna saath bhi chubhne laga tha
ख़ुद अपना साथ भी चुभने लगा था
aate rahte hain falak se bhi ishare kuchh na kuchh
आते रहते हैं फ़लक से भी इशारे कुछ न कुछ
hamen sairab rakkha hai khuda ka shukr hai us ne
jahan banjar zaminen hon ana.en shor karti hain
hamen bhi tajraba hai be-ghari ka chhat na hone ka
darinde, bijliyan, kaali ghaTa.en shor karti hain
jo chala gaya so chala gaya jo hai paas us ka khayal rakh
jo luTa diya use bhuul ja jo bacha hai us ko sambhal rakh
ye kamra aur ye gard-o-ghubar us ka hai
vo jis ne aana nahin intizar us ka hai
khud apna saath bhi chubhne laga tha
ajab tanha.i ki aadat hui thi
aate rahte hain falak se bhi ishare kuchh na kuchh
baat kar lete hain ham se chand taare kuchh na kuchh
ye kamra aur ye gard-o-ghubaar us kaa hai
vo jis ne aanaa nahin intizaar us kaa hai
jo chalaa gayaa so chalaa gayaa jo hai paas us kaa khayaal rakh
jo luTaa diyaa use bhuul jaa jo bachaa hai us ko sambhaal rakh
hamein sairaab rakkhaa hai khudaa kaa shukr hai us ne
jahaan banjar zaminein hon anaaein shor karti hain
aate rahte hain falak se bhi ishaare kuchh na kuchh
baat kar lete hain ham se chaand taare kuchh na kuchh
jaati thi koi raah akeli kisi jaanib
tanhaa thaa safar mein koi saayaa use kahnaa
hamein bhi tajraba hai be-ghari kaa chhat na hone kaa
darinde, bijliyaan, kaali ghaTaaein shor karti hain