Quote
"jaise mehmaan koi aae kisi mehmaan ke baad sher main ne bhi kahe hain nae rujhaan ke baad faisla soch ke karnaa kahin ronaa na paDe rakh ke aayaa huun main aankhein tire imaan ke baad is inaayat pe main izhaar kaun saa rang kashtiyaan le ke chale aae ho tufaan ke baad meri aankhon ke madine mein vahi hai ab tak thaa jo quraan se pahle hai jo quraan ke baad raushni baanTi yahaan main ne charaaghon ke baghair zindagi tu ne bhi dekhaa mujhe taavaan ke baad"
