jab tishnagi baDhi to masiha na tha koi
jab pyaas bujh ga.i to samundar mila mujhe

Akhtar Saeedi
Akhtar Saeedi
Sherशेर
jab tishnagi baDhi to masiha na tha koi
जब तिश्नगी बढ़ी तो मसीहा न था कोई
zakhm-e-nigah zakhm-e-hunar zakhm-e-dil ke ba.ad
ज़ख़्म-ए-निगाह ज़ख़्म-ए-हुनर ज़ख़्म-ए-दिल के बा'द
mujhe hasil kamal-e-guftugu hai
मुझे हासिल कमाल-ए-गुफ़्तुगू है
kabhi khayal ki surat kabhi saba ki tarah
कभी ख़याल की सूरत कभी सबा की तरह
ravan-davan hai zindagi charagh ke baghair bhi
रवाँ-दवाँ है ज़िंदगी चराग़ के बग़ैर भी
yahi ik mashghala hai zindagi ka
यही इक मश्ग़ला है ज़िंदगी का
Popular Sher & Shayari
12 totalzakhm-e-nigah zakhm-e-hunar zakhm-e-dil ke ba.ad
ik aur zakhm tujh se bichhaD kar mila mujhe
mujhe hasil kamal-e-guftugu hai
ye main huun ya mire lahje men tu hai
kabhi khayal ki surat kabhi saba ki tarah
vo kaun hai jo mire saath saath chalta hai
ravan-davan hai zindagi charagh ke baghair bhi
hai mere ghar men raushni charagh ke baghair bhi
yahi ik mashghala hai zindagi ka
ta.aqub kar raha huun raushni ka
zakhm-e-nigaah zakhm-e-hunar zakhm-e-dil ke baad
ik aur zakhm tujh se bichhaD kar milaa mujhe
mujhe haasil kamaal-e-guftugu hai
ye main huun yaa mire lahje mein tu hai
kabhi khayaal ki surat kabhi sabaa ki tarah
vo kaun hai jo mire saath saath chaltaa hai
ravaan-davaan hai zindagi charaagh ke baghair bhi
hai mere ghar mein raushni charaagh ke baghair bhi
jab tishnagi baDhi to masihaa na thaa koi
jab pyaas bujh gai to samundar milaa mujhe
yahi ik mashghala hai zindagi kaa
taaaqub kar rahaa huun raushni kaa
Ghazalग़ज़ल
sharik-e-gham miraa saaya nahin thaa
शरीक-ए-ग़म मिरा साया नहीं था
tirgi shoala-e-nafrat ko havaa deti hai
तीरगी शो'ला-ए-नफ़रत को हवा देती है
didani jism-o-jaan kaa rishta hai
दीदनी जिस्म-ओ-जाँ का रिश्ता है
hisaar-e-chashm se baahar nahin milaa koi
हिसार-ए-चश्म से बाहर नहीं मिला कोई
Dubti nabz chalti havaa dekhnaa
डूबती नब्ज़ चलती हवा देखना
nashaat-e-duniyaa ko khvaab likhnaa masarraton ko saraab likhnaa
नशात-ए-दुनिया को ख़्वाब लिखना मसर्रतों को सराब लिखना





