khaak huun lekin sarapa nuur hai mera vajud
is zamin par chand suraj ka numa.inda huun main

Anwar Sadeed
Anwar Sadeed
Sherशेर
See all 20 →khaak huun lekin sarapa nuur hai mera vajud
ख़ाक हूँ लेकिन सरापा नूर है मेरा वजूद
khuli zaban to zarf un ka ho gaya zahir
खुली ज़बान तो ज़र्फ़ उन का हो गया ज़ाहिर
jagti aankh se jo khvab tha dekha 'anvar'
जागती आँख से जो ख़्वाब था देखा 'अनवर'
pankh hila kar shaam ga.i hai is angan se
पँख हिला कर शाम गई है इस आँगन से
chala main janib-e-manzil to ye hua ma.alum
चला मैं जानिब-ए-मंज़िल तो ये हुआ मालूम
sail-e-zaman men Duub ga.e mash.hur-e-zamana log
सैल-ए-ज़माँ में डूब गए मशहूर-ए-ज़माना लोग
Popular Sher & Shayari
40 totalkhuli zaban to zarf un ka ho gaya zahir
hazar bhed chhupa rakkhe the khamoshi men
jagti aankh se jo khvab tha dekha 'anvar'
us ki ta.abir mujhe dil ke jalane se mili
pankh hila kar shaam ga.i hai is angan se
ab utregi raat anokhi yadon vaali
chala main janib-e-manzil to ye hua ma.alum
yaqin guman men gum hai guman hai poshida
sail-e-zaman men Duub ga.e mash.hur-e-zamana log
vaqt ke munsif ne kab rakkha qaa.em un ka naam
khaak huun lekin saraapaa nuur hai meraa vajud
is zamin par chaand suraj kaa numaainda huun main
khuli zabaan to zarf un kaa ho gayaa zaahir
hazaar bhed chhupaa rakkhe the khamoshi mein
jaagti aankh se jo khvaab thaa dekhaa 'anvar'
us ki taabir mujhe dil ke jalaane se mili
pankh hilaa kar shaam gai hai is aangan se
ab utregi raat anokhi yaadon vaali
chalaa main jaanib-e-manzil to ye huaa maalum
yaqin gumaan mein gum hai gumaan hai poshida
shikva kiyaa zamaane kaa to us ne ye kahaa
jis haal mein ho zinda raho aur khush raho
Ghazalग़ज़ल
siyaahiyon kaa nagar raushni se aT jaae
सियाहियों का नगर रौशनी से अट जाए
zor se aandhi chali to bujh gae saare charaagh
ज़ोर से आँधी चली तो बुझ गए सारे चराग़
tujh ko to quvvat-e-izhaar zamaane se mili
तुझ को तो क़ुव्वत-ए-इज़हार ज़माने से मिली
dushman to mere tan se lahu chustaa rahaa
दुश्मन तो मेरे तन से लहू चूसता रहा
aarzu thi ye bikherein apni kirnein subh tak
आरज़ू थी ये बिखेरें अपनी किरनें सुब्ह तक
saanson mein mil gai tiri saanson ki baas thi
साँसों में मिल गई तिरी साँसों की बास थी





