khushk baton men kahan hai shaikh kaif-e-zindagi
vo to pi kar hi milega jo maza piine men hai

Arsh Malsiyani
Arsh Malsiyani
Sherशेर
See all 27 →khushk baton men kahan hai shaikh kaif-e-zindagi
ख़ुश्क बातों में कहाँ है शैख़ कैफ़-ए-ज़िंदगी
bala hai qahr hai aafat hai fitna hai qayamat hai
बला है क़हर है आफ़त है फ़ित्ना है क़यामत है
husn har haal men hai husn paraganda naqab
हुस्न हर हाल में है हुस्न परागंदा नक़ाब
bas isi dhun men raha mar ke milegi jannat
बस इसी धुन में रहा मर के मिलेगी जन्नत
jitni vo mire haal pe karte hain jafa.en
जितनी वो मिरे हाल पे करते हैं जफ़ाएँ
'arsh' kis dost ko apna samjhun
'अर्श' किस दोस्त को अपना समझूँ
Popular Sher & Shayari
54 totalbala hai qahr hai aafat hai fitna hai qayamat hai
hasinon ki javani ko javani kaun kahta hai
husn har haal men hai husn paraganda naqab
koi parda hai na chilman ye koi kya jaane
bas isi dhun men raha mar ke milegi jannat
tum ko ai shokh na jiine ka qarina aaya
jitni vo mire haal pe karte hain jafa.en
aata hai mujhe un ki mohabbat ka yaqin aur
'arsh' kis dost ko apna samjhun
sab ke sab dost hain dushman ki taraf
jitni vo mire haal pe karte hain jafaaein
aataa hai mujhe un ki mohabbat kaa yaqin aur
ishq-e-butaan kaa le ke sahaaraa kabhi kabhi
apne khudaa ko ham ne pukaaraa kabhi kabhi
mohabbat soz bhi hai saaz bhi hai
khamoshi bhi hai ye aavaaz bhi hai
maut hi insaan ki dushman nahin
zindagi bhi jaan le kar jaaegi
ik raushni si dil mein thi vo bhi nahin rahi
vo kyaa gae charaagh-e-tamannaa bujhaa gae
saaqi miri khamosh-mizaaji ki laaj rakh
iqraar gar nahin hai to inkaar bhi nahin
Ghazalग़ज़ल
ai yaas miraa ghar tiraa maskan to nahin hai
ऐ यास मिरा घर तिरा मस्कन तो नहीं है
tarab ke makhmase gham ke jhamele
तरब के मख़मसे ग़म के झमेले
dil kaa aazaar kam nahin hotaa
दिल का आज़ार कम नहीं होता
maail-zabt bhi aamaada-e-fariyaad bhi hai
माइल-ए-ज़ब्त भी आमादा-ए-फ़रियाद भी है
lutf hi lutf hai jo kuchh hai inaayat ke sivaa
लुत्फ़ ही लुत्फ़ है जो कुछ है इनायत के सिवा
vo le ke hausla-e-azm-e-be-panaah chale
वो ले के हौसला-ए-अज़्म-ए-बे-पनाह चले





