main adh-mara gulab sar-e-shakh-e-nim-jan
hathon se tu ne mujh ko sanvara to main gaya

Ashfaq Shaheen
Ashfaq Shaheen
Sherशेर
See all 10 →main adh-mara gulab sar-e-shakh-e-nim-jan
मैं अध-मरा गुलाब सर-ए-शाख़-ए-नीम-जाँ
main kachchi raushna.i se bane ik shahr jaisa huun
मैं कच्ची रौशनाई से बने इक शहर जैसा हूँ
'arsa hua hai un se mulaqat hi nahin
'अर्सा हुआ है उन से मुलाक़ात ही नहीं
sub.h-e-nau ke vaste bekar huun
सुब्ह-ए-नौ के वास्ते बेकार हूँ
itni zamin hi chahiye bas mujh ko gaanv men
इतनी ज़मीं ही चाहिए बस मुझ को गाँव में
kisi karb-e-musalsal ke khule iz.har jaise hain
किसी कर्ब-ए-मुसलसल के खुले इज़हार जैसे हैं
Popular Sher & Shayari
20 totalmain kachchi raushna.i se bane ik shahr jaisa huun
kisi ka ashk kaafi hai mujhe mismar karne ko
'arsa hua hai un se mulaqat hi nahin
gujrat lag raha hai ki gujrat hi nahin
sub.h-e-nau ke vaste bekar huun
main guzishta roz ka akhbar huun
itni zamin hi chahiye bas mujh ko gaanv men
ja kar paDa rahun main jahan maan ke paanv men
kisi karb-e-musalsal ke khule iz.har jaise hain
yahan logon ke chehre bhi kisi akhbar jaise hain
itni zamin hi chaahiye bas mujh ko gaanv mein
jaa kar paDaa rahun main jahaan maan ke paanv mein
ham tire hijr mein yuun zard hue jaate hain
log takte hain to hamdard hue jaate hain
aati kab hai roz bulaanaa paDti hai
niind ki khaatir goli khaanaa paDti hai
akelaa aa rahaa hai yaa unhein bhi saath laataa hai
zaraa puchho khabar to lo december kyaa bataataa hai
iraade garche lahron ke baDe sadmaat vaale hain
ye dariyaa ko bataa denaa ki ham gujraat vaale hain
subh-e-nau ke vaaste bekaar huun
main guzishta roz kaa akhbaar huun
Ghazalग़ज़ल
kahaan basti mein ham har ik hasin se chaae piite hain
कहाँ बस्ती में हम हर इक हसीं से चाय पीते हैं
ham tire hijr mein yuun zard hue jaate hain
हम तिरे हिज्र में यूँ ज़र्द हुए जाते हैं
duur rahne pe yuun aDe kyon ho
दूर रहने पे यूँ अड़े क्यों हो
zamaane mein kuchh aisi bhi jafaakaari nahin hoti
ज़माने में कुछ ऐसी भी जफ़ाकारी नहीं होती
chaahat kaa vo khaas qarina yaad hai kyaa
चाहत का वो ख़ास क़रीना याद है क्या
vo jo lagte the hamein aag bujhaane vaale
वो जो लगते थे हमें आग बुझाने वाले





