Sher
kuchh aisi ban ga.i tasvir us ke dast-e-qudrat se
raha hairan bana kar aap surat-afrin barson
B
Bandar IbnBandar ibn
kuchh aisi ban ga.i tasvir us ke dast-e-qudrat se
कुछ ऐसी बन गई तस्वीर उस के दस्त-ए-क़ुदरत से
suna kis ne haal mera ki juun abr vo na roya
सुना किस ने हाल मेरा कि जूँ अब्र वो न रोया
ai baghban nahin tire gulshan se kuchh gharaz
ऐ बाग़बाँ नहीं तिरे गुलशन से कुछ ग़रज़
itna hi chahta huun ki main aur andalib
इतना ही चाहता हूँ कि मैं और अंदलीब
kuchh aisi ban ga.i tasvir us ke dast-e-qudrat se
raha hairan bana kar aap surat-afrin barson
suna kis ne haal mera ki juun abr vo na roya
rakhe hai magar ye qissa asar-e-dua-e-baran
ai baghban nahin tire gulshan se kuchh gharaz
mujh se qasam le chheDun agar barg-o-bar kahin
itna hi chahta huun ki main aur andalib
aapas men dard-e-dil kahen Tuk baiTh kar kahin
itnaa hi chaahtaa huun ki main aur andalib
aapas mein dard-e-dil kahein Tuk baiTh kar kahin
kuchh aisi ban gai tasvir us ke dast-e-qudrat se
rahaa hairaan banaa kar aap surat-aafrin barson
sunaa kis ne haal meraa ki juun abr vo na royaa
rakhe hai magar ye qissa asar-e-duaa-e-baaraan
ai baaghbaan nahin tire gulshan se kuchh gharaz
mujh se qasam le chheDun agar barg-o-bar kahin