zamin par na rahe asman ko chhoD diya
tumhare baa'd zaman o makan ko chhoD diya

Faheem Shanas Kazmi
Faheem Shanas Kazmi
Sherशेर
See all 20 →zamin par na rahe asman ko chhoD diya
ज़मीन पर न रहे आसमाँ को छोड़ दिया
kin darichon ke charaghon se hamen nisbat thi
किन दरीचों के चराग़ों से हमें निस्बत थी
tamam umr hava ki tarah guzari hai
तमाम उम्र हवा की तरह गुज़ारी है
bas ek baar vo aaya tha sair karne ko
बस एक बार वो आया था सैर करने को
us ke labon ki guftugu karte rahe subu subu
उस के लबों की गुफ़्तुगू करते रहे सुबू सुबू
guzra mire qarib se vo is ada ke saath
गुज़रा मिरे क़रीब से वो इस अदा के साथ
Popular Sher & Shayari
40 totalkin darichon ke charaghon se hamen nisbat thi
ki abhi jal nahin paa.e ki bujha.e ga.e ham
tamam umr hava ki tarah guzari hai
agar hue bhi kahin to kabhu kabhu hue ham
bas ek baar vo aaya tha sair karne ko
phir us ke saath hi khushbu ga.i chaman bhi gaya
us ke labon ki guftugu karte rahe subu subu
ya.ani sukhan hue tamam ya.ani kalam ho chuka
guzra mire qarib se vo is ada ke saath
raste ko chhu ke jis tarah rasta guzar gaya
badalte vaqt ne badle mizaaj bhi kaise
tiri adaa bhi gai meraa baankpan bhi gayaa
tumhaari yaad nikalti nahin mire dil se
nasha chhalaktaa nahin hai sharaab se baahar
kisi ke dil mein utarnaa hai kaar-e-laa-haasil
ki saari dhuup to hai aaftaab se baahar
jin ko chhu kar kitne 'zaidi' apni jaan ganvaa baiThe
mere ahd ki shahnaazon ke jism baDe zahrile the
phir vahi shaam vahi dard vahi apnaa junun
jaane kyaa yaad thi vo jis ko bhulaae gae ham
usi ne chaand ke pahlu mein ik charaagh rakhaa
usi ne dasht ke zarron ko aaftaab kiyaa
Ghazalग़ज़ल
dhund mein Duubi saari fazaa thi us ke baal bhi giile the
धुँद में डूबी सारी फ़ज़ा थी उस के बाल भी गीले थे
main yuun jahaan ke khvaab se tanhaa guzar gayaa
मैं यूँ जहाँ के ख़्वाब से तन्हा गुज़र गया
zamin par na rahe aasmaan ko chhoD diyaa
ज़मीन पर न रहे आसमाँ को छोड़ दिया
husn alfaaz ke paikar mein agar aa saktaa
हुस्न अल्फ़ाज़ के पैकर में अगर आ सकता
tumhaare baad jo bikhre to ku-ba-ku hue ham
तुम्हारे ब'अद जो बिखरे तो कू-ब-कू हुए हम
dil-e-tabaah ko ab tak nahin yaqin aayaa
दिल-ए-तबाह को अब तक नहीं यक़ीं आया





