ye dil hai dil ise siine men hargiz
kabhi rakhna na tum patthar bana ke
Faraz Sultanpuri
Faraz Sultanpuri
Sherशेर
ye dil hai dil ise siine men hargiz
ये दिल है दिल इसे सीने में हरगिज़
dhuup ki sakhti to thi lekin 'faraz'
धूप की सख़्ती तो थी लेकिन 'फ़राज़'
phulon ki tazgi men udasi hai shaam ki
फूलों की ताज़गी में उदासी है शाम की
'faraz' is tarah zindagi hai gizari
'फ़राज़' इस तरह ज़िंदगी है गुज़ारी
kahin aisa na ho main duur khud apne se ho ja.un
कहीं ऐसा न हो मैं दूर ख़ुद अपने से हो जाऊँ
Popular Sher & Shayari
10 totaldhuup ki sakhti to thi lekin 'faraz'
zindagi men phir bhi tha saaya bahut
phulon ki tazgi men udasi hai shaam ki
saa.e ghamon ke itne to gahre kabhi na the
'faraz' is tarah zindagi hai gizari
ki goya koi hadsa chhoD aa.e
kahin aisa na ho main duur khud apne se ho ja.un
meri hasti ke hangamon men kuchh tanha.iyan rakh do
ye dil hai dil ise siine mein hargiz
kabhi rakhnaa na tum patthar banaa ke
dhuup ki sakhti to thi lekin 'faraaz'
zindagi mein phir bhi thaa saaya bahut
phulon ki taazgi mein udaasi hai shaam ki
saae ghamon ke itne to gahre kabhi na the
'faraaz' is tarah zindagi hai gizaari
ki goyaa koi haadsa chhoD aae
kahin aisaa na ho main duur khud apne se ho jaaun
meri hasti ke hangaamon mein kuchh tanhaaiyaan rakh do
Ghazalग़ज़ल
bichhaDte daamanon mein apni kuchh parchhaaiyaan rakh do
बिछड़ते दामनों में अपनी कुछ परछाइयाँ रख दो
ashk-e-gham aankhon ne barsaayaa bahut
अश्क-ए-ग़म आँखों ने बरसाया बहुत
nikal ke ghar se aur maidaan mein aa ke
निकल के घर से और मैदाँ में आ के
vo aks-e-dil-e-aashnaa chhoD aae
वो अक्स-ए-दिल-ए-आश्ना छोड़ आए
ik dil ki khaatir itne to fitne kabhi na the
इक दिल की ख़ातिर इतने तो फ़ित्ने कभी न थे





