'farid' ik din sahare zindagi ke TuuT ja.enge
sabab ye hai ki khud ko be-sahara kar raha huun main

Fareed Parbati
Fareed Parbati
Sherशेर
'farid' ik din sahare zindagi ke TuuT ja.enge
'फ़रीद' इक दिन सहारे ज़िंदगी के टूट जाएँगे
kisi pe karna nahin e'tibar meri tarah
किसी पे करना नहीं ए'तिबार मेरी तरह
tamanna apni un par ashkara kar raha huun main
तमन्ना अपनी उन पर आश्कारा कर रहा हूँ मैं
kabhi meri talab kachche ghaDe par paar utarti hai
कभी मेरी तलब कच्चे घड़े पर पार उतरती है
tumhen bhi bhulne ki koshishen kiin
तुम्हें भी भूलने की कोशिशें कीं
bagula ban ke uDa khvahishon ke sahra men
बगूला बन के उड़ा ख़्वाहिशों के सहरा में
Popular Sher & Shayari
12 totalkisi pe karna nahin e'tibar meri tarah
luTa ke baiThoge sabr o qarar meri tarah
tamanna apni un par ashkara kar raha huun main
jo pahle kar chuka huun ab dobara kar raha huun main
kabhi meri talab kachche ghaDe par paar utarti hai
kabhi mahfuz kashti men safar karne se Darta huun
tumhen bhi bhulne ki koshishen kiin
ki khud par bhi qayamat kar gaya vo
bagula ban ke uDa khvahishon ke sahra men
Thahar gaya to faqat tha ghubar meri tarah
tumhein bhi bhulne ki koshishein kiin
ki khud par bhi qayaamat kar gayaa vo
kabhi meri talab kachche ghaDe par paar utarti hai
kabhi mahfuz kashti mein safar karne se Dartaa huun
kisi pe karnaa nahin e'tibaar meri tarah
luTaa ke baiThoge sabr o qaraar meri tarah
'farid' ik din sahaare zindagi ke TuuT jaaeinge
sabab ye hai ki khud ko be-sahaaraa kar rahaa huun main
bagula ban ke uDaa khvaahishon ke sahraa mein
Thahar gayaa to faqat thaa ghubaar meri tarah
tamannaa apni un par aashkaaraa kar rahaa huun main
jo pahle kar chukaa huun ab dobaaraa kar rahaa huun main
Ghazalग़ज़ल
har khvaab yaad rakhne kaa paidaa sabab karein
हर ख़्वाब याद रखने का पैदा सबब करें
ye ziist karne ki nikli sabil raaton-raat
ये ज़ीस्त करने की निकली सबील रातों-रात
kar rahe hain aap apni justuju main aur havaa
कर रहे हैं आप अपनी जुस्तुजू मैं और हवा
khvaab hain saare nae aankh puraani meri
ख़्वाब हैं सारे नए आँख पुरानी मेरी
kisi pe karnaa nahin e'tibaar meri tarah
किसी पे करना नहीं ए'तिबार मेरी तरह
shauq-e-khvaabida vo bedaar bhi kar detaa hai
शौक़-ए-ख़्वाबीदा वो बेदार भी कर देता है





