dekha nahin vo chand sa chehra ka.i din se
tarik nazar aati hai duniya ka.i din se

Junaid Hazin Lari
Junaid Hazin Lari
Sherशेर
See all 15 →dekha nahin vo chand sa chehra ka.i din se
देखा नहीं वो चाँद सा चेहरा कई दिन से
qatra na ho to bahr na aa.e vajud men
क़तरा न हो तो बहर न आए वजूद में
udasiyan hain jo din men to shab men tanha.i
उदासियाँ हैं जो दिन में तो शब में तन्हाई
usi ko dasht-e-khizan ne kiya bahut pamal
उसी को दश्त-ए-ख़िज़ाँ ने किया बहुत पामाल
gham de gaya nashat-e-shanasa.i le gaya
ग़म दे गया नशात-ए-शनासाई ले गया
kaliyon men tazgi hai na phulon men baas hai
कलियों में ताज़गी है न फूलों में बास है
Popular Sher & Shayari
30 totalqatra na ho to bahr na aa.e vajud men
paani ki ek buund samundar se kam nahin
udasiyan hain jo din men to shab men tanha.i
basa ke dekh liya shahr-e-arzu main ne
usi ko dasht-e-khizan ne kiya bahut pamal
jo phuul sab se hasin mausam-e-bahar men tha
gham de gaya nashat-e-shanasa.i le gaya
vo apne saath apni masiha.i le gaya
kaliyon men tazgi hai na phulon men baas hai
tere baghair saara gulistan udaas hai
qatra na ho to bahr na aae vajud mein
paani ki ek buund samundar se kam nahin
dekhaa nahin vo chaand saa chehraa kai din se
taarik nazar aati hai duniyaa kai din se
vo saadgi mein bhi hai ajab dilkashi liye
is vaaste ham us ki tamannaa mein ji liye
tiri talaash mein nikle to itni duur gae
ki ham se tai na hue faasle judaai ke
ajab bahaar dikhaai lahu ke chhinTon ne
khizaan kaa rang bhi rang-e-bahaar jaisaa thaa
ik sham-e-aarzu ki haqiqat hi kyaa magar
tufaan mein ham charaagh jalaae hue to hain
Ghazalग़ज़ल
kyaa 'ajab fart-e-khushi se hai jo giryaan aadmi
क्या 'अजब फ़र्त-ए-ख़ुशी से है जो गिर्यां आदमी
barpaa hain ajab shorishein jazbaat ke pichhe
बरपा हैं अजब शोरिशें जज़्बात के पीछे
hazaaron gham hain lekin baar-e-gham dil par na rakkhungaa
हज़ारों ग़म हैं लेकिन बार-ए-ग़म दिल पर न रक्खूँगा





