Sher
thak thak ke tiri raah men yuun baiTh gaya huun
goya ki bas ab mujh se safar ho nahin sakta

Kashfi Multani
thak thak ke tiri raah men yuun baiTh gaya huun
थक थक के तिरी राह में यूँ बैठ गया हूँ
teri ankhen hain ki ahu-e-khutan ki ankhen
तेरी आँखें हैं कि आहू-ए-ख़ुतन की आँखें
nachti hai jab tu apne dilruba andaz se
नाचती है जब तू अपने दिलरुबा अंदाज़ से
zamana aaya kuchh aisa ki ab to har ghar men
ज़माना आया कुछ ऐसा कि अब तो हर घर में
ik 'muzaffar'-gaDhi ke hathon se kar-nama hua hai la-sani
इक 'मुज़फ़्फ़र'-गढ़ी के हाथों से कार-नामा हुआ है ला-सानी
ab-e-haivan ko mai se kya nisbat
आब-ए-हैवाँ को मय से क्या निस्बत
thak thak ke tiri raah men yuun baiTh gaya huun
goya ki bas ab mujh se safar ho nahin sakta
teri ankhen hain ki ahu-e-khutan ki ankhen
mahv-e-hairat thiin javanan-e-chaman ki ankhen
nachti hai jab tu apne dilruba andaz se
afrin ke naghme uThte hain dilon ke saaz se
zamana aaya kuchh aisa ki ab to har ghar men
laTak rahi hai masarrat nazir ki tasvir
ik 'muzaffar'-gaDhi ke hathon se kar-nama hua hai la-sani
jis ki takhliq naghma-e-sahra naam 'kashfi' ba-urf 'multani'
ab-e-haivan ko mai se kya nisbat
paani paani hai aur sharab sharab
naachti hai jab tu apne dilrubaa andaaz se
aafrin ke naghme uThte hain dilon ke saaz se
thak thak ke tiri raah mein yuun baiTh gayaa huun
goyaa ki bas ab mujh se safar ho nahin saktaa
aab-e-haivaan ko mai se kyaa nisbat
paani paani hai aur sharaab sharaab
zamaana aayaa kuchh aisaa ki ab to har ghar mein
laTak rahi hai masarrat nazir ki tasvir
ik 'muzaffar'-gaDhi ke haathon se kaar-naama huaa hai laa-saani
jis ki takhliq naghma-e-sahraa naam 'kashfi' ba-urf 'multaani'
teri aankhein hain ki aahu-e-khutan ki aankhein
mahv-e-hairat thiin javaanaan-e-chaman ki aankhein