jaise do mulkon ko ik sarhad alag karti hui
vaqt ne khat aisa khincha mere us ke darmiyan

Mohsin Zaidi
Mohsin Zaidi
Sherशेर
See all 13 →jaise do mulkon ko ik sarhad alag karti hui
जैसे दो मुल्कों को इक सरहद अलग करती हुई
ham ne bhi dekhi hai duniya 'mohsin'
हम ने भी देखी है दुनिया 'मोहसिन'
jaan kar chup hain vagarna ham bhi
जान कर चुप हैं वगरना हम भी
koi kashti men tanha ja raha hai
कोई कश्ती में तन्हा जा रहा है
ye zulm dekhiye ki gharon men lagi hai aag
ये ज़ुल्म देखिए कि घरों में लगी है आग
bichhaDne valon men ham jis se ashna kam the
बिछड़ने वालों में हम जिस से आश्ना कम थे
Popular Sher & Shayari
26 totalham ne bhi dekhi hai duniya 'mohsin'
hai kidhar kis ki nazar jante hain
jaan kar chup hain vagarna ham bhi
baat karne ka hunar jante hain
koi kashti men tanha ja raha hai
kisi ke saath dariya ja raha hai
ye zulm dekhiye ki gharon men lagi hai aag
aur hukm hai makin nikal kar na ghar se aa.en
bichhaDne valon men ham jis se ashna kam the
na jaane dil ne use yaad kyuun ziyada kiya
koi kashti mein tanhaa jaa rahaa hai
kisi ke saath dariyaa jaa rahaa hai
koi akelaa to main saadgi-pasand na thaa
pasand us ne bhi rangon mein rang saada kiyaa
duur rahnaa thaa jab us ko 'mohsin'
mere nazdik vo aayaa kyuun thaa
jaise do mulkon ko ik sarhad alag karti hui
vaqt ne khat aisaa khinchaa mere us ke darmiyaan
tiir o kamaan aap bhi 'mohsin' sambhaaliye
jab dosti ki aaD mein khanjar dikhaai de
agar chaman kaa koi dar khulaa bhi mere liye
sumum ban gai baad-e-sabaa bhi mere liye
Ghazalग़ज़ल
umiid koi nahin aasraa bhi koi nahin
उमीद कोई नहीं आसरा भी कोई नहीं
ye hain jo aastin mein khanjar kahaan se aae
ये हैं जो आस्तीन में ख़ंजर कहाँ से आए
ye sukhan jo meri zabaan pe hai ye sukhan hai us kaa kahaa huaa
ये सुख़न जो मेरी ज़बाँ पे है ये सुख़न है उस का कहा हुआ
raste mein khaak ho ke bikharnaa zarur hai
रस्ते में ख़ाक हो के बिखरना ज़रूर है
ye jaur ahl-e-azaa par mazid karte rahe
ये जौर अहल-ए-अज़ा पर मज़ीद करते रहे
vo maut kaa manzar jo thaa din raat vahi hai
वो मौत का मंज़र जो था दिन रात वही है





