Sher
chun liya hai tumhen mira mahbub
dusra koi intikhab nahin

M.S Mahawar
chun liya hai tumhen mira mahbub
चुन लिया है तुम्हें मिरा महबूब
tujhe itna to dekha bhi nahin hai
तुझे इतना तो देखा भी नहीं है
vasl ke din gine hain ungli par
वस्ल के दिन गिने हैं उंगली पर
mar ga.i band lifafe men mohabbat meri
मर गई बंद लिफ़ाफ़े में मोहब्बत मेरी
kya karen bolti in ankhon ka
क्या करें बोलती इन आँखों का
hijr ka dukh nahin raha hamen ab
हिज्र का दुख नहीं रहा हमें अब
chun liya hai tumhen mira mahbub
dusra koi intikhab nahin
tujhe itna to dekha bhi nahin hai
tujhe ham yaad jitna kar rahe hain
vasl ke din gine hain ungli par
hijr ka koi bhi hisab nahin
mar ga.i band lifafe men mohabbat meri
sirf usi ne na paDhe jis ko paDhane the khat
kya karen bolti in ankhon ka
haal dil ka chhupa nahin sakte
hijr ka dukh nahin raha hamen ab
hai ye dukh ab koi azaab nahin
mar gai band lifaafe mein mohabbat meri
sirf usi ne na paDhe jis ko paDhaane the khat
tujhe itnaa to dekhaa bhi nahin hai
tujhe ham yaad jitnaa kar rahe hain
vasl ke din gine hain ungli par
hijr kaa koi bhi hisaab nahin
chun liyaa hai tumhein miraa mahbub
dusraa koi intikhaab nahin
kyaa karein bolti in aankhon kaa
haal dil kaa chhupaa nahin sakte
hijr kaa dukh nahin rahaa hamein ab
hai ye dukh ab koi azaab nahin
bas ek aakhiri raste mein ham khaDi dekhein
बस एक आख़िरी रस्ते में हम खड़ी देखें
ik nazar aar-paar kar dekhein
इक नज़र आर-पार कर देखें
us dasht kaa jo raabta hai tishnagi ke saath
उस दश्त का जो राब्ता है तिश्नगी के साथ
yaadein saari nichoD kar aanaa
यादें सारी निचोड़ कर आना
us ki aankhon mein koi khvaab nahin
उस की आँखों में कोई ख़्वाब नहीं