Sher
itna to mujhe yaad hai kuchh us ne kaha tha
kya us ne kaha tha ye mujhe yaad nahin hai
N
Nisar Yaar Jang MizajNisar yaar Jang Mizaj
itna to mujhe yaad hai kuchh us ne kaha tha
kya us ne kaha tha ye mujhe yaad nahin hai
yaqin un ke va.ade pe laana paDega
ye dhoka to danista khana paDega
lazzat-e-dard-e-mohabbat jo numayan ho jaa.e
har farishte ko ye hasrat ho ki insan ho jaa.e
lazzat-e-dard-e-mohabbat jo numaayaan ho jaae
har farishte ko ye hasrat ho ki insaan ho jaae
itnaa to mujhe yaad hai kuchh us ne kahaa thaa
kyaa us ne kahaa thaa ye mujhe yaad nahin hai
yaqin un ke vaade pe laanaa paDegaa
ye dhokaa to daanista khaanaa paDegaa